मंगलवार, 4 अक्टूबर 2016

SEO Friendly Permalink Kya hoti Hain Or Blog Post Me Iska Kaise Use Kare

                              Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me



Friends Is post me permalink ke baare me bahut hi achchi information ko step by step hindi me full details ke sath share kiya gya hain. sath hi ye bhi bataya gya hain ki blog post me permalink ka achcha use kaise kare jisse visitor ko aapka blog fine karne me help mile or aapke blog ka traffic improve ho sake.

Blog Post Me Permalink Kya Hoti Hain

Permalink blog ke post ek address ka kaam karti hain. jisse google ko pata chalta hain ki post me kiske baare me information hain.




Sath hi isse visitor ko bhi help milti hain aapka blog find karne me. permalink blog post se related short heading kah sakte hain.
aapne kabhi kisi website ya blog ka post open kiya hoga usme "www.XYZblog.Domain/permalink-kya-hoti-hain" yahi permalink hain.

Ek Perfact SEO Friendly Permalink Kaisi Honi Chahiye

Permalink bahut hi short me honi chahiye. post heading ko match kare aisi honi chahiye. sath hi usme ek keyword bho hona chahiye.

www blog com / What-is-permalink [Perfact]
www blog com / whatispermalink    [Very Bad ]
www blog com / permalink- kya-hoti-hain-iska-blog-me-use-kya-hota-hain [ Avrage ]





Blog Post Me SEO Friendly Permalink Kaise Add Kare

Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me

Computer Me Bina Software Ki Help Se Screen Shot Kaise Le Tips In Hindi

  • Post likhte time editor box me right side me permalink ka option show hota hain. use open kare.
  • Yaha 2 option hain automatic and custome. 2nd option custome par click kare.
  • Yaha apni permalink likhe, har word ke bich dash - jarur lagaye jisse word ko read karne me aasaani ho.
  • Permalink or heading dono me kam se kam 1 keyword match hona jaruri hain.
  • Ab save par click kare or apna post publish kare. isse pahle post preview par click karke permalink jarur dekh le. Blogger ke SEO ke liye ye bahut hi helpful hain.

Ye Bhi Jarur Padhe 

Facebook Page Like Widget Ko Blog Se Kaise Link Kare 2016 

Google Search Box Blog Me Kaise Add Kare 2016 

Blog Me Social Share Widgets Kaise Add Kare 2016

Blog Me Social Follow Widgets Kaise Add Kare 2016

What Is Alexa Ranking How To Create Alexa Account In Hindi

How To Install Extension In Google Chrome 

"Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me" aapko hamara ye article kaisa laga hame commant karke batahiye, or iss article ko apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.

2 टिप्‍पणियां:

  1. worlds most popular blog about tips & tricks this blog provide all kind of tips & tricks like blogger, health, mobile, desktop, windows, google, java, sql, oracle, html, maths, science, english, hindi, blogs, websites games and much more.. go to ==>> https://mkbloggers.blogspot.in/

    जवाब देंहटाएं
  2. आपका यह Blog बहुत अच्छा है , आपकी हर पोस्ट बहुत बढ़िया तरीके से लिखी गई है , जो बहुत आसानी से समझ आती है , Permalink क्या है ? Blogger की Blogpost में Custom Permalink कैसे बनाये ?मुझे आपकी ब्लॉग लिखने की क्षमता बहुत अच्छी लगी , अब मैं निरंतर आपके इस ब्लॉग पर आऊंगा, इस पोस्ट को हमारे साथ साझा करने के लिए आपका बहुत-बहुत आभार।

    जवाब देंहटाएं