Feed Burner par id banane ke baad or widgets add karne ke baad bhi agar aapke paas koi subscriber nahi aata hain toh iski ek hi vajah hoti hain feed burner ka disable hona iss problem ko solve karne ke liye isse enable karne ki need hoti hain.
Aapne isse pahle wali post me padha ki feed burner par account kaise banate hain or feed burner URL ko blogspot blog me kaise add karte hain iske baare me hindi me padha.
Feed burner par account banane or feed burner widgets ko blog me add karne ke baad email subscriber ko post email ke through send karne ke liye aapko email subscriptions active karne ki need hoti hain iski details niche di gyi hain.
Feed Burner Email Subscriptions Service Enable Tips
Feed burner ki email service subscriptions enable karne ke liye niche di gyi post ko step by step follow karna hain.
Step 1.
Feed Burner ki website ko open karke log in kare. Apna blog or website salect kare.Step 2.
- Publicize par click kare.
- Email Subscriptions ko salect kare.
- Next Par click kare aapko ek new messege show hoga or aapka feed burner email subscriptions service active ho jaayegi.
Iske baad bhi agar aapko koi problem aati hain toh hamse contact kare ya commant me apni problem bataye.
Ye Post Bhi Jarur Padhe
Blog Ke Liye Quality SEO Friendly Backlink Kaise Create Kare
Top 10 Technical And Educational Blog In India : My Choice
Web Hosting Kya Hoti Hain Latest Version Hosting Kaise Buy Kare Tips in Hindi
Bounce Rate Kya Hoti Hain Bounce Rate Kam Kaise Kare SEO Tips In Hindi
Windows Computer Me Whats App Kaise Download Kare Tips In Hindi
Friends "Feed Burner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare In Hindi" aapko hamara article achcha laga toh ise social sites facebook, google par jarur share kare.Top 10 Technical And Educational Blog In India : My Choice
Web Hosting Kya Hoti Hain Latest Version Hosting Kaise Buy Kare Tips in Hindi
Bounce Rate Kya Hoti Hain Bounce Rate Kam Kaise Kare SEO Tips In Hindi
Windows Computer Me Whats App Kaise Download Kare Tips In Hindi
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें