Friends aap sabhi ne keyboard par typing toh jarur ki hogi. lekin kya aap jaante hain, ek blogger, writer ya kisi company ka employ banne ke liye typing ki speed behtar hona kitna jaruri hain, isiliye is post ke through me aapko bataunga ki kaise aap apni typing karne ke speed ko badha sakte hain wo bhi sirf 7 din me.
Typing Speed Badhaye 7 Din me Typing Master Tool Se
Yaha kuch top steps diye hain jinhe follow kare or apni typing skills ko improve kare.
Step 1.
Sabse phle aapko ek software jiska naam hain typing master download karna hoga. aap chahe toh google me search karke download kar sakte hain ya direct download karne ke liye yaha click kare.Note - Iske alawa agar aap online typing speed badhana chahte hain uske liye ye website open kare bina ragistration ke aap iss website ki help se typing seekh sakte hain.
Step 2.
- Download ho jaane ke baad open kare. Isme aapko steps by steps bataya jaayega ki kaunsi ungli kaunsi key par rakhni hain.
- Sath hi har lession ke baad aapko test dena hoga.
- Iske alawa aap typing master me games bhi khel sakte hain, game typing se related honge jo aapke liye very useful saabit ho sakte hain.
You May Also Like This Post
Facebook Fan Page Par Like Kaise Badhaye Tips in Hindi
Computer Me Whats App Kaise Use Kare Latest Tips In Hindi
Android Se Computer Me Internet Kaise Chalaye Tips In Hindi
Computer Use Karna Sikhe Step By Step Tips In Hindi
Vodafone Idea Aircel BSNL Airtel Sim Se Emargency Talk Time Loan Kaise Le
Friends Best Tips Typing Speed Improve Kare Is Tool Ki Help Se aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें