शुक्रवार, 7 अक्तूबर 2016

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shopping Cashback And Earn Kaise Kare

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare

Friends aapne tv par paytm ki add toh jarur dekhi hogi, or iske baare me apne friends se bhi jarur suna hoga lekin kya aapko pata hain paytm kya hain.. agar nahi pata toh ye article aapke liye very helpful hain.

Paytm ek online app hain wo wallet ka kaam karti hain, iske through aap apne paise iss walled me save karke rakh sakte hain, and jarurat padne par un paiso ka use mobile recharge, onlineshoping, money transfer karne ke liye kar sakte hain.
Android me paise earn karne ke liye ye app download kare Earn Talktime, Champcash.

Paytm Wallet Kya Hain, Paytm Ka Kya Use Hain.

Paytm apne paiso ko bank me safe rakhne jaisa hi hain, ye paiso ko wallet ke roop me safe rakhta hain or jab jarurat ho nikal sakte hain. paytm ek app hain jise mobile me install karke paytm ka use kar sakte hain.



Iske alawa paytm ki website www.paytm.com se bhi is wallet ka use kar sakte hain. isme aapko account create karne ki jarurat padegi. uske baad hi aap paytm ka use kar kar payenge.
Paytm Ka Use apne mobile, DTH recharge karne, Light, Telephone bill pay karne, Shoping karne ke liye use kar sakte hain.

Paytm Wallet Me Account Kaise Banaye

Step 1.

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare

Sabse pahle apne computer me paytm ki website open kare. log in or Sign Up mese second option sign up ko salect kare.

  1. Yaha apne mobile number add kare
  2. Apni e-mail id [ Agar E-mail id nahi hain toh khali hi rahne de ]
  3. Yaha strong password likhe [ Ex : #Password123 ]
  4. Create Your Paytm Wallet par click kare

Step 2.



  1. Ab aapke mobile number par OTP password aaye hain use yaha likhe.
  2. Yaha aapka first name [Shahrukh Khan Toh only Shahrukh]
  3. Yaha Last Name 
  4. Gender salect kare [Boy ho toh male, Girl ho toh Female]
  5. Create paytm Wallet par click kare
aapka paytm wallet account create ho gya hain ab iska use karne ke liye isme paise add karne ki jarurat hain.

Paytm Wallet Me Money Add Kaise Kare


Friends money add karne ke liye aapke pass ATM card ya promo code hona jaruri hain. tabhi money add kar payenge.

Step 1.

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare

Paytm me log In karke jitne paise add karne hain wo likhkar add money par click kare.

Step 2.

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare

Ab aapke saamne Form show hoga jaha information enter karni hain.
Yaha Atm ke upar likhe card number likhe [12-16 digit ke]
Yaha Expiry date Month And Year salect karna hain jo ATM par already hain.
Atm ke piche 3 digit ka number hogi wo likhe.
Pay Now par click kare.

Step 3.

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare

Ab aapke bank me ragisterd mobile number par OTP number aayega jise yaha likhkar submit par click karna hain. aapke paytm wallet me money add ho jayegi. jiska use aap apne mobile recharge karne, shoping karne, kisi friends ko fund transfer karne ke liye use kar sakte hain.

Paytm Se Mobile, DTH Recharge TelePhone, Light Bill Kaise Bhare


Iske liye home page par options hain jaha se aap recharge, bill payment, shoping ka option salect karke paytm ka use kar sakte hain.
Example : Mobile recharge karne ke liye mobile salect kare.

  1. Mobile par click karte hi aapke saamne ek form type popup show hoga. 
  2. Prepaid mobile salect kare
  3. Apne mobile number likhe jis par recharge karna hain.
  4. Kaunsi sim hain uska naam, Airtel, Vodafone, Idea Etc.
  5. Jitne ka recharga karna hain wo amount likhe 20, 30, 50, 100 kine bhi.
  6. Fast forword it salect kare.
  7. Process to recharge par click kare.

aapke mobile par recharge successful ka message aajayega.

Ye Post Bhi Jarur Padhe 

Facebook Page Like Widget Ko Blog Se Kaise Link Kare 2016 

Google Search Box Blog Me Kaise Add Kare 2016 

Blog Me Social Share Widgets Kaise Add Kare 2016

Blog Me Social Follow Widgets Kaise Add Kare 2016

What Is Alexa Ranking How To Create Alexa Account In Hindi

How To Install Extension In Google Chrome 


Friends Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or is article ko apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.

1 टिप्पणी:


  1. BookMyShow offers! If you are looking for discounts or offers for movietickets, go to Tracedeals directly. There are many offers and movie theatres get your coupons and offers at Tracedeals. Download the application or take out your PC and Go through Tracedeals.in.
    bookmyshow offers
    bookmyshow today offers
    Bookmyshow Hyderabad
    Bookmyshow Coupons
    Paytmmall offers
    Paytmmall Coupons

    जवाब देंहटाएं