शुक्रवार, 7 अक्तूबर 2016

Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi

Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi

Hello Friends aaj kal selfi ke zamane me har koi 20-30 selfi leta hi hain, aise me kya ho agar apni selfi photo ka animation bana dinya jaaye or ise social sites par share kare toh..?
soch kar hi kitna achchha lagta hain. iss post me yahi bataya hain ki kaise apne personal photo ko join kar Gif image create kare wo bhi steps by steps in hindi. Aaiye jaante hain ki kaise Gif Image Create Karte hain.
apne naam ka screen saver banahiye

Simple Photo Se Gif Image Kaise Create Karte Hain Hindi Me

Step 1.


Sabse pahle yaha click karke website open kare. or image to GIF option ko salect kare.
Ab upload image par click kare.

Step 2.

Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi

click karke aapke computer or mobile se wo image salect kare jise gif banana hain. image salect karne ke baad open par click kare.

Step 3.


website ke right side se image ko edit kare.
  1. Delay - Yaha se ek photo se dusre photo ke bich ka time set kare.
  2. Width - yaha se photo ki size kam jyada kare.
  3. Height - Photo ko lamba kare.
  4. Quality - ise aise hi rahne de.
  5. Title - photo ka name dene ke liye.
  6. Tag -Aise hi rahne de
  7. Ganrate Gif Par click kare.

    Android Phone Ki Screen Record Kare Ek Click Me 2016

    Alexa Widgets Ko Blog Or Website Me Kaise Add Kare 

    Note - Yaha se aap chahe toh image ke upar text bhi likh sakte hain, ya image ko crop bhi kar sakte hain.

    Step 4.

    Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi

    Genrate Gif par click karte hi aapke saamne download image ka option show ho raha hain vaha se image apne mobile ya computer me download kare.

    Ye Bhi Jarur Padhe -

    Facebook Page Like Widget Ko Blog Se Kaise Link Kare 2016 

    Google Search Box Blog Me Kaise Add Kare 2016 

    Blog Me Social Share Widgets Kaise Add Kare 2016

    Blog Me Social Follow Widgets Kaise Add Kare 2016

    What Is Alexa Ranking How To Create Alexa Account In Hindi

    How To Install Extension In Google Chrome 

    Friends Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi aapko hamara ye article kaise laga hamei commant karke jarur batahiye, or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par bhi jarur share kare Thankyou.

    कोई टिप्पणी नहीं:

    एक टिप्पणी भेजें