SEO Guide लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
SEO Guide लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

बुधवार, 12 अक्टूबर 2016

Feed Burner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare In Hindi

Feed Burner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare In Hindi

Feed Burner par id banane ke baad or widgets add karne ke baad bhi agar aapke paas koi subscriber nahi aata hain toh iski ek hi vajah hoti hain feed burner ka disable hona iss problem ko solve karne ke liye isse enable karne ki need hoti hain.

Aapne isse pahle wali post me padha ki feed burner par account kaise banate hain or feed burner URL ko blogspot blog me kaise add karte hain iske baare me  hindi me padha.

Feed burner par account banane or feed burner widgets ko blog me add karne ke baad email subscriber ko post email ke through send karne ke liye aapko email subscriptions active karne ki need hoti hain iski details niche di gyi hain.

Feed Burner Email Subscriptions Service Enable Tips 


Feed burner ki email service subscriptions enable karne ke liye niche di gyi post ko step by step follow karna hain.

Step 1.

Feed Burner ki website ko open karke log in kare. Apna blog or website salect kare.

Step 2.




  1. Publicize par click kare.
  2. Email Subscriptions ko salect kare.
  3. Next Par click kare aapko ek new messege show hoga or aapka feed burner email subscriptions service active ho jaayegi.


Iske baad bhi agar aapko koi problem aati hain toh hamse contact kare ya commant me apni problem bataye.

Ye Post Bhi Jarur Padhe

Friends "Feed Burner Par Email Subscriptions Service Kaise Activate Kare In Hindi" aapko hamara article achcha laga toh ise social sites facebook, google par jarur share kare.

शनिवार, 8 अक्टूबर 2016

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

Feed burner ke baare me toh aapne kabhi na kabhi jarur suna hoga. Ek successful blogger banne ke liye feed burner ke baare me pata hona bahut hi important hain.

Feed burner ke baare me har ek important baat iss post me batayi gyi hain jise step by step follow karke aap bhi apne blog me ye service start kar sakte hain wo bhi free me. Isse pahle ki aage badhe iske baare me jaan lete hain.

Feed Burner Kya Hain


Feed burner google ki website hain, jo free me automatic new post ki notification email ke through send karwane ki  service hain, jo blogger par bane blog or website par work karti hain.

Technically na batakar aasaan word me kahe toh aapne kabhi kisi blogger ke blog or website me email subscribe ka widgets jarur dekha hoga, isme hota ye hain ki koi visiter email par subscribe karta hain jisse uss blog par new post publish hote hi subscriber ke paas uss post ki notification send ho jaati hain, or wo uss blog ko visit karta hain jisse blog par traffic badhta hain.

Feed Burner Account Kaise Banaye Step By Step Details In Hindi


Following steps ko follow karke aap bhi apne blog ke liye feed burner service ka use karke apne traffic ko improve kar sakte hain.

Step 1.

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

Feed burner ki website open kare or apni gmail id se login kare. Gmail id nahi hain toh new id bhi bana sakte hain.

  1. Ab box me apne blog or website ka address enter kare.
  2. Click kare right ka nishan show hoga.
  3. Next par click kare.

Step 2.

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

Isme aapko commant ya post delivery ka option show hoga jisme upar show ho rahe post wale option ko salect karna hain.

  1. First round circle ko salect kare.
  2. Next par click kare.

Step3 .

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

  1. Yaha par apne blog ka title enter karna hain.
  2. Yaha apne blog ka address haa .com nahi lagana hain.
  3. Next par click kare.

Step 4.

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

Aapka feed burner par account bankar ready hain.

  1. Blue colour wale url ko copy karke apne computer me save karke rakhe yahi aapke feed burner ka url hain jise baad me blog me add karne ki jarurat padegi.
  2. Next par click kare.

Step 5.

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

  1. Include "Media Rss" ko salect kare.
  2. Next par click kare.

Step 6.

Feed Burner Account Kaise Banate Hain Latest Tips In Hindi

  1. Clickthrough wale option ko salect kare.
  2. I want more wale option ko salect kare.
  3. Next par click kare.


Feed burner account ban chuka hain, isko apne blog me add karne ki jarurat hoti hain. Iske liye niche diye steps ko follow kare.

Feed Burner Url Ko Blog Se Kaise Connect Kare


Feed burner account banane ke baad iss service ka faayda uthane ke liye feed burner ko blog se connect karne ki jarurat hoti hain iske liye. Sabse pahle blog dashboard open kare.

Feed Burner Par Account Kaise Banate hain Latest Tips In Hindi

  1. Setting par click kare.
  2. Jo upar url copy kiya tha wo url yaha paste kare.
  3. Save template par click kare.


Ab apne blog ka traffic badhana start kare jab bhi koi aapke blog par aakar email subscribe karega uske paas future me publish hone wali post ki notification pahunchegi or visitor baar baar blog ko visit karenge.

Feed Burner account banane or blog me Feedburner Url add karne ke baad ise activate karne or widgets ko add karne ki need hoti hain. Iske liye niche di gyi link par click kare.

Ye Post Bhi Jarur Padhe

Intrapreneur Motivational Biography And Success Tips In Hindi





Friends "Feed Burner Par Account Kaise Banate hain Latest Tips In Hindi"  aapko hamara ye article kaisa laga hame commant karke batahiye or iss post ko social sites facebook, google plus par bhi jarur kare Thankyou.

मंगलवार, 4 अक्टूबर 2016

SEO Friendly Permalink Kya hoti Hain Or Blog Post Me Iska Kaise Use Kare

                              Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me



Friends Is post me permalink ke baare me bahut hi achchi information ko step by step hindi me full details ke sath share kiya gya hain. sath hi ye bhi bataya gya hain ki blog post me permalink ka achcha use kaise kare jisse visitor ko aapka blog fine karne me help mile or aapke blog ka traffic improve ho sake.

Blog Post Me Permalink Kya Hoti Hain

Permalink blog ke post ek address ka kaam karti hain. jisse google ko pata chalta hain ki post me kiske baare me information hain.




Sath hi isse visitor ko bhi help milti hain aapka blog find karne me. permalink blog post se related short heading kah sakte hain.
aapne kabhi kisi website ya blog ka post open kiya hoga usme "www.XYZblog.Domain/permalink-kya-hoti-hain" yahi permalink hain.

Ek Perfact SEO Friendly Permalink Kaisi Honi Chahiye

Permalink bahut hi short me honi chahiye. post heading ko match kare aisi honi chahiye. sath hi usme ek keyword bho hona chahiye.

www blog com / What-is-permalink [Perfact]
www blog com / whatispermalink    [Very Bad ]
www blog com / permalink- kya-hoti-hain-iska-blog-me-use-kya-hota-hain [ Avrage ]





Blog Post Me SEO Friendly Permalink Kaise Add Kare

Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me

Computer Me Bina Software Ki Help Se Screen Shot Kaise Le Tips In Hindi

  • Post likhte time editor box me right side me permalink ka option show hota hain. use open kare.
  • Yaha 2 option hain automatic and custome. 2nd option custome par click kare.
  • Yaha apni permalink likhe, har word ke bich dash - jarur lagaye jisse word ko read karne me aasaani ho.
  • Permalink or heading dono me kam se kam 1 keyword match hona jaruri hain.
  • Ab save par click kare or apna post publish kare. isse pahle post preview par click karke permalink jarur dekh le. Blogger ke SEO ke liye ye bahut hi helpful hain.

Ye Bhi Jarur Padhe 

Facebook Page Like Widget Ko Blog Se Kaise Link Kare 2016 

Google Search Box Blog Me Kaise Add Kare 2016 

Blog Me Social Share Widgets Kaise Add Kare 2016

Blog Me Social Follow Widgets Kaise Add Kare 2016

What Is Alexa Ranking How To Create Alexa Account In Hindi

How To Install Extension In Google Chrome 

"Blog Post Permalink Ka Use Or Puri Details Hindi Me" aapko hamara ye article kaisa laga hame commant karke batahiye, or iss article ko apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.

शनिवार, 1 अक्टूबर 2016

Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me

                                   Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me

Friends har website ka ek author or admin hota hain. jisse uske domain name se admin ki pahchan hoti hain. lekin kya aapko pata hain. ham kisi bhi domain name se uski puri information pata kar sakte hain. Is post me usi ke baare me bataya gya hain ki kaise domain name se website maalik ka pata lagaye.




 Friends ham ye detail website ya blog ke admin se contact karne ke liye share kar rahe hain. plz koi iska miss use naa kare Thankyou.

Domain Name Se Admin Ka Pata Kaise Kare 


Step 1.

Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me

Sabse pahle yaha click kare. Godaddy ki website open hogi.



Step 2.

Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me

Yaha jo search box show ho raha hain. usme website or blog ka url enter kare.
For Ex.- www.xyz.com likhe or enter kare.



  • What Is Alexa Ranking How To Create Alexa Account In Hindi

Step 3.

Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me

Ab aapke saamne jo details show ho rahi hain. wo us admin ki hain jisne ye domain ragisterd kiya hain. isme uske mobile number, address, or bhi bahut si information hain.

Ye Bhi Jarur Padhe :-

Top 10 SEO Friendly Templates For Blogger And Wordpress Free Download

Team Viewer Ka Use Kaise Kare Free Step By Step Tips In HindiApp

Keyword - SEO Friendly Keyword Kaise Use Kare blog Me

Youtube Full Video Play list Kaise Download Kare Details Latest Tips In Hindi

Best Tips Typing Speed Improve Kare Is Tool Ki Help Se

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare


Friends Domain Name Se Blogger Ka Pata Lagahiye 1 Click Me aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.