मंगलवार, 15 नवंबर 2016

All Indian Bank Custumer Care Number And Website List



Friends aaj ham baat karenge Bharat India ke sabhi banks ICICI, HDFC, SBBJ, SBI, CBI etc. ke custumer care number or banks ki website ke baare me. Ye article bank details rakhne walo ke liye very helpful hain. Jo hamara kaam aasaan karega.

Aapko nahi pata ho toh main bata du ki har bank ka ek personal custumer care number hota hain jaha bank custumer call karke bank ke baare me adhik se adhik information collect kar sakta hain. or yaha call karne ka charge 0 rs hota hain. isi ke sath custumer care number par 24 hrs me kabhi bhi call kar sakte hain.

Apne Paiso ko replace karwana ho deposite karwana ho ya kisi bhi tarah ki problem ko solve karne ke liye aap in helpline number ka use kar information provide kar sakte hain.

All Indian Bank Toll Free Number List 

HDFC Bank

Toll- Free: 18001024242
Website: www.hdfcbank.com

Axis Bank

Toll- Free: 18002095577, 18001035577
Website: www.axisbank.com

State Bank Of India

Toll- Free: 18004243800
Website:  www.sbi.co.in

State Bank Of Bikaner and Jaipur

Toll- Free: 18001806005
Website: www.sbbjbank.com

State Bank Of Patiala

Toll- Free: 18001802010
Website: www.sbp.co.in

Allahabad Bank

Toll- Free: 18001806005
Website: www.allahabadbank.in

Andhra Bank

Toll- Free: 18004252905
Website: www.andhrabank.in

Bank Of Baroda

Toll- Free: 1800223344, 18001024455
Website: www.bankofbaroda.com

Punjab National Bank

Toll- Free: 18001802222, 18001032222
Website: www.pnbindia.in

Punjab And Sindh Bank

Toll- Free: 1800221908
Website: www.psbindia.com

Oriental Bank of Commerce

Toll- Free: 18001801235
Website: www.obcindia.co.in

Indian Overseas Bank

Toll- Free: 18004254445
Website: www.iob.in

Indian Bank

Toll- Free: 180042500000, 18004251400
Website: www.indianbank.in

Dena Bank

Toll- Free: 1800225885
Website: www.denabank.com

Corporation Bank

Toll- Free: 18004253555
Website: www.corpbank.com

Central Bank Of  India

Toll- Free: 18002001911
Website: www.centralbankofindia.co.in

Canara Bank

Toll- Free: 18004250018
Website: www.canarabank.in

Vijaya Bank

Toll- Free: 18004255885, 18004259992
Website: www.vijayabank.com

IDBI Bank

Toll- Free: 18002001947, 1800221070
Website: www.idbi.com

ICICI Bank

Toll- Free: 18001024242
Website: www.icicibank.com

Kotak Mahindra Bank

Toll- Free: 18001026022
Website: www.kotak.com

Indusind Bank

Toll- Free: 1800500504
Website: www.indusind.com

Yes Bank

Toll- Free: 1800 2000
Website: www.yesbank.in

City Bank

Toll- Free: 1800226747, 3970555
Website: www.online.citibank.co.in

American Express

Toll- Free: 18005284800
Website: www.americanexpress.com

Related Post You Make Also Like

Top 10 SEO Friendly Templates For Blogger And Wordpress Free Download

Team Viewer Ka Use Kaise Kare Free Step By Step Tips In HindiApp

Keyword - SEO Friendly Keyword Kaise Use Kare blog Me

Youtube Full Video Play list Kaise Download Kare Details Latest Tips In Hindi

Best Tips Typing Speed Improve Kare Is Tool Ki Help Se

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare


Friends "All Indian Bank Custumer Care Number And Website List" Agar aapko lagta hain Ki ye post aapke ya aapke friends ke liye help ful hain toh ise social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.

सोमवार, 14 नवंबर 2016

Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Google ke baare me toh sab jaante hain. World ka number one search engine google ka name sabse upar aata hain. Google ke kai new new features hain jiska use ham sab kar chuke hain lekin google ke kaise aise features hain jisse ab tak sabhi anjan the.

Iss post me google ke kuch instrusting features ke bare me bataya gya hain jisse jaankar aap bhi samajh jaaoge ki google kitna smart hain.

Google Awesome Tricks That Really Make You Shocked


Voice Input


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Baar baar typing karne ki problem ko dur karne ke liye google ne new features add kiya hain jiski help se aap google ko bolkar order de sakte hain iske liye aapko google se kuch bhi search karne ko bologe google aapko kuch hi time me result show kar dega.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye kuch bhi bole wo automatic search ho
jaayega.

Filp A Coin In Google


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Google par koi bhi game play karne se pahle coin ko flip kar toss bhi kar sakte hain. Or head or tail choose kar sakte hain.

Google ki iss tricks ko use karne ke liye google me flip a cpin likhkar search kare direct hi aapke saamne flip a coin ka option show ho jayega jaha se head or tail choose kar enter kare or kuch hi der me aapke saamne result show ho jaayega.

Find My Phone


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Phone chori ho gya ?? ab tension ki koi baat nahi google ke features find my phone ke through aap apne gum ho chuke phone ko aasaani se dhundh sakte hain. Iske liye google me Find My Phone likhe or search kar google aapke phone ki location ko trace kar aapko batayega ki iss time aapka phone kaha use ho raha hain.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye Find My Phone likhkar search kare.

Calculator


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Calculator ke baare me sabhi jaante hain. Aapko kabhi number counting karna ho or calculator nahi mil raha ho toh google ke iss features ka use kar apna kam aasaan bana sakte hain. Or unlimited number ko count kar sake hain.

Calculater ke iss features ka use karne ke liye google me calculater likh kar search kare.

Timer Or Stopwatch


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Stop watch ka use bahut hi important hota hain jab kisi game me second second ka hisab rakha jata ho aise me har jagah stopwatch mile na mile google dwara banaye iss features timer ka use aapka kaam aasaan kar dega.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye Timer likhkar search kare.

Unit Converter


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Ab kisi bhi area ke unit ke knowledge ke bina bhi area count kar sakte hain jaise length ko metre or metre ko feed me change kar sakte hain.

Iss awesome tricks ka use karne ke liye unit converter likhe or google me enter kare.

Weather


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Mausam ka hal jaanna ho ya apna mausam banana ho weather ke iss features ka use kar sakte hain. Isme google aapko batayega ki aapke aaspaas mausam kaisa hai  romantic hain ya baarish hone wali hain.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye Timer likhkar search kare.

Google Translater


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

India se baahar jana ho ya english movie dekhni ho bina english knowledge ke sab bekar hain. But google translater dwara aap apna kaam aasaan bana sakte hain. kisi bhi language ko apni language me convert karne ke liye google ne iss features ko banaya hain jaha har koi pure world ki kisi bhi language ko apni mother trunk me convert karke samajh sakte hain.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye Google Translater likhkar search kare.

Live Cricket Score


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Cricket ke deewano me India sabse aage hain. Cricket ke pal pal ki details ke liye ab baar baar tv dekhne ki jarurat nahi hain. Google ke features Cricket Score ka use kar direct hi live cricket score prapt kar sakte hain.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye Cricket Score likhkar search kare.

Search ATM


Google Smart Tricks That Really Make You Surprise

Paise nikalne ho ya apne bank ka status jaanna ho aapko ATM jane ki need hoti hain or agar dhundhne se bhi aapko ATM nahi mil raha hain toh isme google aapki help kar sakta hain bas google me ATM likhe or search kare google aapki location trace kar aas paas ke ATM ki location bata dega.

Iss awesome or bahut hi helpful tricks ka use karne ke liye ATM search kare.

Post You May Also Like


Friends "Google Smart Tricks That Really Make You Surprise" plz share this post on google plus, facebook and also commant on this thankyou.

Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Kaise Port Kare : Withought Number Change

Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Kaise Port Kare

Reliance jio 4g service ke karan aaj har koi apne liye Jio sim ke jugad me laga hain. But iske liye 4G handset ki need hoti hain. Agar apne liye 4G handset le bhi le toh sim ke number ko bar bar change karne ki problem hoti hain but ab nahi.

Friends aap bhi apni sim Airtel, Vodafone, Idea sim ke number ko change kiye bina hi reliance 4G service ka use karna chahte hain toh ye article aapke liye bahut hi helpful ho sakta hain.

Iss post me bataya gya hain ki kaise kisi bhi network se jio network join kare withought change number.  Iske liye apne number ko port karne ki requirment rahti hain toh aaiye jaante hain kaise jio network join kare tips in hindi.

Airtel, Vodafone, Idea Network Ko Jio 4g Me Kaise Convert Kare

Iske liye apne number ko port karna hoga. Telecom company TRIA ke rules ke anusar koi bhi apne number ko change kiye bina kisi bhi network ko join kar sakta hain.

Step 1.

Sabse pahle apne mobile ke messege box me jakar PORT space apna mobile number jo jio me change karna hain enter kare.
Example - PORT 99999999999
Ab ise 1900 number par send kare.

Step 2.

Messege send ho jane ke kuch time baad ek reply aayega jisme  ek unique code hoga jise apne mobile me save karle ya screen shot lele.

Step 3.

Ab iss code or apne UID card ya kisi bhi identity card and apna photo lekar reliance care par jaaye or wo code batakar jio sim prapt kar sakte hain.

Iss process me aap apna number badle bina reliance jio 4g join kar sakte hain. Or reliance jio dwara diye welcome offer 3 month free unlimited data, voice calling, messeges ka benifit le sakte hain.

Requirment For Jio Sim Withought Changing Number


  1. Sim jise port karna hain.
  2. Unique port number 
  3. 4g handset
  4. Id proop with photo

Agar aapke paas bhi 4g handset hain or reliance 4g jio sim free me kharidne ki soch rahe hain toh yaha click kare Reliance Jio 4G Sim Free Me Kaise Kharide Tricks In Hindi

Ye Post Bhi Jarur Padhe

Create Google Analytics Account full Detail In Hindi

What is Google Webmaster Tools? Add Site Map In Google Search Console

Notepad Ki Help Se Computer Ko Banao WI-Fi Hotspot

Search Engine Optimize Kya Hain Page Ko Perfact Optimize Kare

E Mail Id Password Recover In 2 Simple Steps

Use Robots Txt In Blog And Improve Traffic

Friends "Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Port  Kaise Kare" ye post apne friends ke sath social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare jisse jyada se jyada logo ko iska benifit mil sake Thankyou.

शनिवार, 12 नवंबर 2016

Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price


Shopping karne ke maamle me Indian ka koi jawab nahi. Ek pen de lekar airplan lene tak shopping karne ki exitement ham logo me bhari huyi hoti hain. Jab baat aati hain "Festival-Sale" ki toh ham bachche ban jate hain.

Aise hi shopping ke deewano or fashion ke time me apne liye perfact brand ki chijo ki shopping karne ke liye top 10 website ke baare me iss post me full details di gyi hain jisse Deewali ke fastival me apne liye shopping kar sakte hain ya kisi friends family member ke liye shopping karke unhe gifts kar sakte hain.

Top Websites List For Online Shopping In India


Amzone.in


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Amzone - shopping website for all types product like cloths, watches, shoes on lowest price with 15 day return policy.

14 countries me apne product sell karne wali company Amzone India me shopping karwane wali website list me number one par aati hain, jaha easy shopping and free delivery and return policy ke kaaran ye itni popular ho chuki hain ki amzone ka name aate hi mind me shopping karne ka khyal aajata hain.

India ke sath sath India ke bahar bhi product send karne ke liye amzone website ka use kar sakte hain. Iske alawa amzone par koi bhi apne pruduct ko sell karne ke liye affliate marketing bhi kar sakta hain. Ya blogger website par amzone ke banner lagakar bhi earnning kar sakta hain.

For Direct Visit Website Or Installed Amzone

Flipkart.com


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Flipkart - shopping website for all types product with low prize and big discounts.
Flipkart big billion day har kisi ki juban par aaj kal yahi name chalta rahta hain. or isi name ke karan flipkart ki popularity ka andaja laga sakte hain.

Flipkart me bhi amzone ki hi free delivery ke sath sath har tarah ke product buy kar sakte hain. Flipkart apne aap me ek mall ke saman hain jo har kisi ki pasand ke liye hi bani hain.

Iske alawa flipkart par koi bhi apne pruduct ko sell karne ke liye affliate marketing bhi kar sakta hain. Ya blogger website par amzone ke banner lagakar bhi earnning kar sakta hain

For Direct Visit Website Or Installed Flipkart

Snapdeal.com


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Snapdeal - shopping website for all types with low prize and big discounts with guarantee and return policy.

Snapdeal retail shop thi jise apni popularity or best price par product sell karne ke karan aaj online shopping website list me shamil kiya gya.

Snapdeal website un logo ke liye hain jo feshion ke time me produst ko lowest price me buy karna chchahta hain. Unke liye snapdeal kisi sale se kam nahi hain.

For Direct Visit Website Or Installed Snapdeal

Jabong.com


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Jabong - shopping website for branded clothes and shoes on lowest price with 15 day return policy.

Agar aap bhi fashion ke daur me apne aapko mantain rakhna pasand karte hain ya new new clothes kharidna achcha lagta hain toh aapke liye jabong website kisi sapne se kam nahi hain. Jabong par bachcho se lekar kisi bhi age ke logo ke liye har mausam me pahne jane wale branded clothes bahut hi bade discount ke sath mil sakte hain.

Unique pasand rakhne wale or bahut hi choosi log jo 100 product dekhne ke baad bhi confirm nahi kar pate ki lena kya hain unhe jabong par wo sab mil jaayega jo wo chahte hain.

For Direct Visit Website Or Installed Jabong

Myntra.com


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Myntra - shopping website for branded clothes and shoes on lowest price with 15 day return policy.

Clothing ka shaukh rakhne wale new fashion ke tradisnal clothes myntra se buy kar sakte hain. India ke alawa internation brand ke clothes bhi myntra par available hain. Bahut hi low price and best quality ka example hain myntra.

Hajaro prakar ke clothes chahe wo bachcho ke liye ho ya bado ke liye, ladies ho ya gents. Holi ho ya deewali har kisi ke liye har fastival ke clothes ko ek sath ek hi store par milane wali website myntra hain.

For Direct Visit Website Or Installed Myntra

Homeshop18.com


Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price

Best Items On Homeshop18 - shopping website for branded clothes, gifts, jewellery, cosmayic, toys and shoes on lowest price with 15 day return policy.

Homeshop18 name aate hi kitchen appliance ka saaman kharidne ka khyal aata hain. kyuki kitchen ke saaman kharidne me is website ka koi jawab nahi hain.

Lakho tarah ke product par bhari discount dene ke liye homeshop18 bahut hi famous hain, jaha ladies apni pasand ki chije ghar baithe mangwa sakti hain.

For Direct Visit Website Or Installed Homeshop18 App

Other Famous Websites For Online Shopping In India


Paytm, Mobikwik, Shopclues, Yepme, Voonik, Ebay Etc. jo aapko baaki online shopping website ki tarah hi lowest price and big discount ke sath shopping karne ki facility provide karwati hain, toh ab aap bhi jaldi se open karo ye saari website or apne and apni family ke liye kuch na kuch jarur buy kare thankyou.

Ye Post Bhi Jarur Padhe 

Blog Ke Liye Quality SEO Friendly Backlink Kaise Create Kare

Top 10 Technical And Educational Blog In India : My Choice

Web Hosting Kya Hoti Hain Latest Version Hosting Kaise Buy Kare Tips in Hindi

Bounce Rate Kya Hoti Hain Bounce Rate Kam Kaise Kare SEO Tips In Hindi

Windows Computer Me Whats App Kaise Download Kare Tips In Hindi

Friends "Top Indian Website List For Online Shopping In Low Price" is post ko apne friends ke sath social sites facebook, google+ par bhi jarur share kare Thanks.

गुरुवार, 10 नवंबर 2016

500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi

500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi


500-2000 ki new note market me aane ke baad har koi jaanna chahta hain ki kaisa hoga 500-2000 ka note, toh aaiye jaante hain iss post ke through jisse aap bhi real and fake note me diffrence ka aasaani se pata kar sake and froud hone se bach sake.

Vaise toh new technology se less 500-2000 ki new note black money ban karne ke aim se print kiye hain jisse in future kabhi bhi koi bhi black money save nahi kar paayega.

Indian gonverment dwara nikale gye note me chip ke alalwa bhi bahut si khasiyato ke baad jaan lete hain aisa kya hain khaas 500-2000 ki note me jo black money ko puri tarah ban kar dega.

Note Exchange Karwane Ja Rahe Toh Pahle Ye Points Jarur Padhe

500 Rupees Note Ke Awesome 12 Features In Hindi



500 rupees Note Ka Frount Side Features


  1. Note ke ek side me light me dekhne par 500 rupees likha hua show hoga.
  2. Yaha par 500 rupees ki ek printed picture dikhayi degi.
  3. Note par devnagri me 500 rupee likha hua hoga.
  4. Note ke bich me Mahatma Gandhi ki picture hogi.
  5. Note ke left side me security line hogi jo note ko fold karne par colour blue se green me change ho jayega.
  6. Note ke left side me paise dene ka promis and indian gonverner urjeet patel ke signature kiye huye honge.
  7. Right side me free space par Mahatma Gandhi ka photo hoga and water mark me 500 digit likha hua hoga.
  8. Note par likhe number ka size small se big serial me hoga, jo note me right ki side and uper ki side likha hua hoga.
  9. Number ke just upar 500 rupees likha hua hoga, jiska colour blue se green me change hota rahega.
  10. Left side me niche ki side Ashoke Seal lagi huyi hogi.

For Blind People : 500 Ki Note Kaise Pata Kare Real Hain

  1. Left side me Ashoke stambh ke just upar ek black colour ka circle ubhra hua hoga jis par 500 rupee likha hua hoga, jise touch karke pata kar sakte hain.
  2. Note ke left and right side me five line hogi jise bhi touch karne se 500 note ke real hone ka pata chal jaayega.
  3. 500 rupees ka note 63 ml length and 150 ml long hoga, 500 rupees ke note ka colour stone gray hoga, and note E inset latter ke sath hoga.

500 Note Ki Niche Ki Side Ke Features


  1. Left side me me printing year likha hua hoga.
  2. Shavach Bharat ka logo and Mahatma Gandhi ji ka shashmah and slogan print kiya hua hoga.
  3. Bahut saari language me 500 rupees likhe jaane ka painal center me thoda left ki taraf hoga.
  4. Note ke piche ki side delhi ka red fort ki picture hogi.
  5. Right side me upar ki taraf devnagri me 500 rupee likha hua hoga.
Ye Post Bhi Jarur Padhe -


BitCoin Kya Hota Hain Bitcoin Ka Use Kaise Karte Hain Full Details In Hindi

Friends "500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi" ye post apne friends ke sath social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare Thankyou.

बुधवार, 9 नवंबर 2016

1000 And 500 Rupees Note Exchange Karwane Se Related Question Answer

1000 And 500 Rupees Note Exchange Karwane Se Related Question Answer

Indian gonvernment ne ye ailan kardiya ki aaj se 1000 and 500 ke note band hain yahi nhi aaj night 12 baje ke baad inn note ki koi value nahi rahegi. Toh kya kare un note ka jo hamare or aapke paas hain kya unhe fank de ya jala de ?? aise hi kai sawal aapke mann me jarur aaye honge.

Aise hi sawalo ka jawab lekar ham aaye hain iss post ke through full information ke sath ki aise note ka ab kya kare or kaise apne purane note exchange karwaye new note me.

Old 1000 And 500 Ke Note Kaise Exchange Kare Tips


1. Note Kaise Exchange Karwaye

Agar aapke paas 500-1000 ke note hain or koi dukan wala nahi le raha hain toh darne ki koi baat nahi hain. Apne PAN card and UID (Aadhaar card) lekar sidhe apni aas paas ke kisi bhi bank ya post office me jaakar exchange karwa sakte hain.

2. Note Kab Se Kab Tak Exchange Honge ?.

24 November 2016 se start hokar 30 Dec 2016 tak kisi bhi bank me jaakar old note dekar new 500-2000 ke note le sakte ho. Iske baad bank bhi nahi lega aise note.

3. Kitne Rupees Tak Ke Note Exchange Karwa Sakte Hain ?.

Aap ek din me sirf 4000 rupees tak ke 500-1000 rupees ke note ko exchange karwa sakte hain. Means 24 nov se 30 dec tak aap 60,000 rupees tak ke note exchange karwa sakte hain.

4. 11 Nov Ko ATM Open Hone Ke Baad Kitne Rupees Nikal Sakte Hain ?.

18 nov tak per day 2000 rupees hi nikal sakte hain baad me iski limit ko badha sakte hain and bank se 10,000 tak per day nikal sakte hain baad me iski limit 20,000 tak badha di jaayegi.

5. Important Work Ke Liye Paise Kaha Se Laaye

Railway, Gov bus counter, air lines, hospital, airpot and petrol pump par 500-1000 rupees ke note 11 nov ki mid night tak kuch bhi kharid sakte hain.

6. Kya 1 Hi Din Me Alag Alag Bank Se Paise Exchange Karwa Sakte hain ?.

Nahi, jis bank me account hain vahi par aap paise exchange karwa sakte hain. Agar alag alag bank me account hain toh jarur aap exchange kar sakte hain.
Agar account nahi hain toh kisi relative ya friends ko bolkar paise exchange karwa sakte ho.

7. 30 Dec Tak Paise Deposit Nahi Kiye Toh Kya Paise Dub Jaayenge ?.

Nahi, agar kisi vajah se 30 dec tak paise deposit nahi huye toh 31 march tak ka time hain exchange karwane ke liye.

30 dec ke baad apne pan card details ke sath bank me jaana hoga and paise jama nahi karwane ka kaaran batana hoga jisse bank wale aapke paise exchange karke de denge.

8. Bank And ATM Kab Tak Band Rahenge ?.

Bank only 9 nov ko band rahenge and ATM 9-10 do din band rahenge.

9. Old Note Kab Tak Or Kaha Use Ho Sakte Hain ?.

11 nov ki mid night tak kisi bhi jagah use kar sakte hain jaise hospital, petrol pump, airpot etc.

10. Indian Gonvernment Ne Aisa Kyu Kiya ?.

Black money ko baahar nikalne or isse rokne ke liye aisa kiya hain. Jiske paas black money nahi hain use darne ki koi baat nahi hain.

11. Kya Note Me Naino Chip Lagi Huyi Hain ?.

Jee nahi, note me kisi bhi types ki naino chip (GPS) nahi laga hua hain ye mahaj afwah hain.

Ye Post Bhi Jarur Padhe

2000-500 Ke New Note Ke Features In Hindi

BitCoin Kya Hota Hain Bitcoin Ka Use Kaise Karte Hain Full Details In Hindi

Facebook Fan Page Kaise Banaye Full Details In Hindi 2016

Computer Me Bina Software Ki Help Se Screen Shot Kaise Le Tips In Hindi

Blog Blogger Blogging Blogspot Ki Full Details Hindi Me

Blogger Blog Par Blogging Kaise Kare Full Details In Hindi

Friends "1000 And 500 Rupees Note Exchange Karwane Se Related Question Answer " iss post ko apne friends ke sath social sites facebook, google plus par jarur share kare jisse wo bhi apne note ko exchange karwa sakte thankyou.

2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi

2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi


Indian Central government ne 9 november 2016 se 500 and 1000 ke old currency ko ban karne ki baat kahte hi pure India me halchal mach gyi hain ki ab purane note ka kya kare. Or sath hi yah bhi problem aa rahi hain ki new notes ke chakkar me kahi froud na ho jaaye.

Issiliye iss post me ham batayenge ki pink colour ke 2000 and 500 rupees ke new notes ke kya kya features honge jise aap aasani se pata kar sakte ki note real hain ya fake.

2000 Rupees Ki New Note Ke Top 20 Features In Hindi

#Features 1.

2000 rupees ka new note ka colour merjenda (Dark Pink) hain. Isme Mahatma Gandhi ke new series wali photo use ki gyi hain.

#Features 2.

New note me kisi bhi tarah ka koi extra word ya letter likha hua nahi hoga bas new governer urjeet patel ke signature kiye honge.

#Features 3.

Note ke back side me iska printing year 2016 print kiya hua hain, and sath hi mangal yaan ki photo lagi huyi hain. Note ke front and back side me devnagri me 2000 likha hua hain.

#Features 4.

Note ke front side me through ragisterd me 2000 rupees likha hua hoga and identification mark ke upar show hone wali picture fool (Flower) ki hogi jo through registerd ke name se jani jati hain. and fool ki jagah iski price likhi huyi hogi jo light me bright hogi.

#Features 5.

Left side me small letter me RBI and two thousand likha hua hoga.

#Features 6.

Security thread me INDIA and RBI and 2000 likha hoga, note ko fold karne par iska colour thread green se blue me change ho jayega.

#Features 7.

Note right side me gurantee close, promise close and governer ke sign honge, isi side RBI ka sign bhi hoga.

#Features 8.

Niche ki taraf simbol ke sath 2000 likha hoga and colour change ink me likha hoga jo green se blue me change hogi.

#Features 9.

Jise eye this se kaam nahi karti ya night me note ko pahchanne ke liye left side me upar se niche ki taraf number pannel hoga. And pannel me number small se big hote jaayenge. sath hi Gandhi ji ki poetrate and Ashok stambh and bleed line and identity mark hoga.

#Features 10.

Right side me ractiangle sign ubhra hua hoga jispar 2000 likha hua hoga and left and right dono side 7 anguler bleed line show hogi.

#Features 11.

Note ke back side me left me swatch bharat abhiyan and right side me mangal yaan ki picture lagi huyi hogi jisse iske real hone ka proop mil jaayega.

#Features 12.

Note me naino GPS chip lagi huyi hain aisi only afwah hain. Aisi kisi bhi baat par yakin naa kare thanks.

Ye Post Bhi Jarur Padhe 

Vodafone Idea Aircel BSNL Airtel Sim Se Emargency Talk Time Loan Kaise Le

Kapil Sharma Biography In HindiBiography

Top 10 SEO Friendly Templates For Blogger And Wordpress Free Download

Team Viewer Ka Use Kaise Kare Free Step By Step Tips In HindiApp

Keyword - SEO Friendly Keyword Kaise Use Kare blog Me

Youtube Full Video Play list Kaise Download Kare Details Latest Tips In Hindi

Friends  "2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi" iss post ko apne friends ke sath social meadia facebook, google plus whats app par jarur share kare Thankyou.

मंगलवार, 8 नवंबर 2016

How To Become A Professional Blogger Unique Tips In Hindi


Aaj ke time me blogger banna itna aasaan ho gya hain ki jaise facebook use karna. Dekha jaaye toh har dusra insaan blogger hain. Blogging karna alag baat hain or professional blogger banna alag.

Blogging ke basic knowledge ke koi bhi blogging start kar sakta hain or blogger ban sakta hain, but blogging start karne ke kuchh hi time me bored ho jaata hain or blogging karna band kar deta hain. Toh koi blogging karne ke baad earnning nahi hone par bhi blogging band kar deta hain.

Ek professional blogger vahi hota hain jo kisi bhi condition me blogging karna band nahi karta, iske liye ek professional blogger kya kya steps follow kare iss post me diye gye hain jisse koi bhi iss profession me apna careere bana sakta hain.

Professional Blogger Banne Ki Tips In Hindi


Tips 1. Blogging Me Intrest Rakhna


Professional blogger banne ka pahla step yahi hain ki blogging start karne se pahle isme intrest banana bahut jaruri hain. Apne intrested topic ko choose kare and uske baare me google par bane related blog ko search kar puri details pata karne ke baad hi us topic par blogging start karni chahiye. Ek professional blogger aisa hi karta hain.

Blogging me intrest rakhne ka sabse bada banifit hota hain ki aap kabhi bhi blogging se bored nahi hote or apni pasand ke topic par post likh sakte hain. Iske alawa in future post ko reguler update kar payenge.
Intrested topic choose karne se blogging ke sath sath aapka knowledge bhi badhega jo bahut kaam ka hain.

Tips 2. Reguler Update Rahna 


Blog banane ke baad professional blogger banne tak ka safar pura hone tak internet par update rahana jaruri hain. Update rahne ka matlab ye nahi ki 24 hours internet use kare, update rahne se matlab hain apne blog se related internet par research karke post likhe.

New new update dene se visitor regulery blog visit karenge jo future me professional blogger banne me aapki help karega.

New update karne ke alawa purani post par bhi dhyaan dena bahut hi jaruri hain. Iske liye purani post me changes karne use bhi update kare.

Tips 3. Visitor Problem Ka Solutions Karna


Blog aisi chij hain jo logo tak information ko pahunchane ka kaam karta hain. Agar aapke blog par visitor aate hain iska matlab hota hain ki wo aapke blog me intrested hain iske alawa visitor ko koi problem aati hain toh uska solution bhi aapko hi karna hain.

Information dene ke liye visitor dwara kiye commant ka reply karke de sakte hain. Commant aisa kare ki har kisi ko apni problem ka solution mil sake.

Commant karne ke sath sath email dwara bhi aap visitor ki help kar sakte hain. Professional blogger ki yahi khas baat hoti hain jo unhe success dilati hain.

Tips 4. Email List Building Karna


Email build karne se matlab hain new post ki information  ko email ke through send karke visitor ko apne blog par invitation send kar sakte hain.

Adsense se lekar affiliate marketing karne ke liye bhi email build karna bahut hi jyada jaruri hain, professional blogger ki success ka sicrate yahi hain. Unke blog par 20-30% traffic or earning email building se hi hoti hain.

Email building karne ke liye kai options hain jaise social media ke through, feed burner widgets ko blog me add karna etc.

Tips 5. Post Perfact Optimize Karna


Post ko perface optimize karne se matlab hain post ko SEO friendly banana or sahi tarah se keyword ka use karke publish karna.

New blogger yahi mistake karta hain ki bina kisi realted website ko dekh kar sidhe hi post publish kar deta hain jisse uska quality article bhi kharab SEO ki vajah se rank nahi ho pata or blogger dipress hokar blogging chhod deta hain.

Perfact optimize karne ke liye kai baato ka dhyan rakhna jaruri hain jaise



  • Post title me keyword ka use karna
  • Permalink me bhi keyword ka use karna.
  • Post me important word ko bold, italic, underline, highlight karna.
  • Heading ka proper use karna.
  • Image me alt-tag, title, compress etc ka dhyan rakhna.
  • External link, internal link ke sath post publish karna.


Tips 6. Website Ki Backlink Banana


Ek perfact website ya blog tab hi professional banta hain jab visitor kisi dusri site se aapki site par aata hain. Isliye apni website or blog ko google ki jyada se jyada related website se connect karne ke liye backlink ka use karna jaruri hain.

Website Or Blog Ki Backlink Kaise Banaye


Backlink banane ke liye apni website se related website par guest post kar sakte hain. Guest post karne ke baad apni website ka url us guest post ke niche de sakte hain, jisse koi bhi visitor us post ko padhega or url par click karta hain toh wo sidhe hi aapki website or blog par aa jayega.

Backlink prapt karne ka dusra tarika hain commant karna. Iske liye jis topic par blog banaya hua hain usse related blog or websites par commant kar sakte hain jisse bhi aapke website ko backlink mil jaati hain. or aapka blog quality test me apni position increase kar sakta hain.

Tips 7. Related Blog Or Website Post Read Karna


Ek achcha blogger vahi hota hain jo apne blog se related blog ke post or article ko read karke ek achcha article ready karta hain or apne blog par publish karta hain.

Post ko publish karne se pahle search karna bahut achcha rahta hain, jitne jyada blog search karte ho usse utna hi achcha knowledge visitor ko share kar sakte ho. Iske alawa dusre blogger se contact karna achcha rahta hain. Iske kai banifits hain.

Blogging me aayi kisi bhi problem ka solutions mil sata hain.
Post ka feed back review le sakte hain.
Technicle help and advise mil sakti hain.

Tips 8. Youtube, Facebook, Instagram Social Media Ka Use Karna


Blogging ka success mantra social media hain jo kisi bhi blogger or blog dono ko hi raato raat famous kar sakta hain ya kisi famous blogger ko jameen par la sakta hain.

Blogging me careere banane ke liye or professional blogger banne ke liye social media vaise hi hain jaise jaise sim ka network se relation. Blog banane ke baad sabse pahla kaam yahi hain ki blog ko social media se connect karna.

Social media ke through koi bhi post kabhi bhi viral ho sakti hain jisse koi vistor direct aapke blog par na aakar sidhe hi social media link ke through blog visit karta hain. jisse aapki site rank and bounce rate ke sath sath kai banifit milte hain.

Tips 9. Blogging Ko Business Kaise Banaye

Blogging ko business banana hain ya hobby ki tarah use karna hain ye har blogger ki personal choice hoti hain. But ham yahi kahenge ki business ko pahle hobby se start kare jisse blog me aapka intrest bana rahega or aap ek na ek din jarur success haasil kar paayenge.

Dusra hain blog ko business ke roop me use karna or earnning ke baare me sochna. Blog banane ke baad har koi yahi chchta hain ki uski bhi income start ho jaaye but kuch hi dino me earnning nahi hone par blogging ko chhod deta hain jisse in future uske mind me yahi aata hain ki blogging me income nahi hain or isme careere banana mushkil hain.

Blogging me career banana mushkil nahi hain agar aap bhi earnnig ke baare me na sochkar intrest ke sath blogging karte hain toh ek na ek din aapko guarantee ke sath success jarur milegi.

Ye Post Bhi Jarur Padhe 

Latest Tips For Download Android Apk From Google Play Store In Hindi

Best Hindi Tips For Create Fake Chat On Whats App {Whats App Security}

Hacker Se Bachna Hain Toh Banahiye Fake Mail Id [Security Tips]

SEO Friendly Permalink Kya hoti Hain Or Blog Post Me Iska Kaise Use Kare

Learn foreign Language English France And More In 7 days Tips In Hindi

Friends "How To Become A Professional Blogger Unique Tips In Hindi" is post ko apne friends ke sath social sites facebook, google+ par bhi jarur share kare Thanks.