Friends jaisa ki aap sab jaante hain. ki aaj ke time me pendrive, memory card me kitna saft or importand data save karke rakhte hain. lekin aapne socha ki kya ho agar aapke mobile ki memory ya aapka important data wala pendrive delete ya galti se format ho jaaye toh ?.
Lekin ab nahi aaj is article me main aapko bataunga ki kaise apne memory card ke delete data ko wapas la sakte hain wo bhi sirf 1 minuits me.
Format Memory Ki Recovery Kare Is Software Ki Help Se
Friends wo software hain I care data recovery software. jo aapko aapke format huye data ki recovery karne me help karta hain.
I Care Data Recovery Software Se Kaun-Kaun Sa Data Wapas La sakte hain
Friends is software ki help se mobile, memory, pendrive, hard disk, i-pad or bhi bahut si chije jisme memory lagti hain uska data [ Photos, videos, mp3, doc, etc] recover kar sakte hain.
Data Recover Kaise Kare
Step 1.
Friends sabse pahle aapko ek software ki jarurat padegi jiska naam hain I-care data recover software jo 7-8 Mb ka hain. download karne ke baad ise apne computer me install karna hain or software ke sath ek register key aayegi jise software ragister karna hain.Ragister Key
Step 2.
Ab yaha 4 options show ho rahe hain. isme aapko format recovery par click karna hain.
Aadhar Card Kaise Download Kare Hindi Me 2016
Step 3.
Ismese jis partation ya pendrive ka data recover karna hain us par click kare. yaha kuch processing start hogi.
Step 4.
Ye Bhi Jarur Padhe :-
Computer Me Whats App Kaise Use Kare Latest Tips In Hindi
Android Se Computer Me Internet Kaise Chalaye Tips In Hindi
Computer Use Karna Sikhe Step By Step Tips In Hindi
Vodafone Idea Aircel BSNL Airtel Sim Se Emargency Talk Time Loan Kaise Le
Kapil Sharma Biography In HindiBiography
Friends iCare Data Recover Software Se Delete Hua Data Recover Kaise Kare aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par bhi jarur share kare Thankyou.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें