Friends aap sabhi Android use karte hain. or din me kam se kam 2-3 app toh download karte hi hain. kuchh app aisi hoti hain Whats app, PayTm, mobikwik, Or apne messages, contact etc. jinhe aap or ham sabke sath share nahi karte. Unhe ab lock karke sabhi se safe rakh sakte hain.
Yaha Android app "App Lock" ki help se sabhi app ko lock kaise kare iske baare me bataya gya hain. niche diye steps ko follow karke aap apne mobile ki kisi bhi app ko lock kar sakte hain.
Agar aapko sirf images or videos ko lock karna hain toh ye app download kare. Smart gallery
Android App Ke Password Kaise Set Kare
Step 1.
Sabse pahle play store par click kare. aapke saamne ek app show hogi jiska name hain app lock.
ise apne android me download ya install karna hain.
Aap chahe toh play store open karke app lock likhkar search karke bhi ye app lock download kar sakte hain.
Step 2.
App install hone ke baad ise open kare. open karne ke baad aapke saamne aapke mobile ki sabhi app show ho jayegi.
Jise password lock karna hain us app ke saamne ek popup hain us par click kare. wo lock ho jayegi.
Step 3.
Is app ke liye aapko password set karne hain. iske baad hi ye app work karegi. password set karne ke baad jab bhi aap lock ki gyi app ke icon par click karoge. aapko password puchegi jaha password enter karne par app open ho jayegi.Aap chahe toh lock ko pattern bhi set kar sakte hain.
Ye Bhi Jarur Padhe
Team Viewer Ka Use Kaise Kare Free Step By Step Tips In HindiApp
Keyword - SEO Friendly Keyword Kaise Use Kare blog Me
Youtube Full Video Play list Kaise Download Kare Details Latest Tips In Hindi
Best Tips Typing Speed Improve Kare Is Tool Ki Help Se
Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare
Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi
Friends Android App Ko Safe Rakhe App Lock Ki Help Se aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, Google+ par bhi jarur share kare Thankyou.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें