सोमवार, 14 नवंबर 2016

Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Kaise Port Kare : Withought Number Change

Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Kaise Port Kare

Reliance jio 4g service ke karan aaj har koi apne liye Jio sim ke jugad me laga hain. But iske liye 4G handset ki need hoti hain. Agar apne liye 4G handset le bhi le toh sim ke number ko bar bar change karne ki problem hoti hain but ab nahi.

Friends aap bhi apni sim Airtel, Vodafone, Idea sim ke number ko change kiye bina hi reliance 4G service ka use karna chahte hain toh ye article aapke liye bahut hi helpful ho sakta hain.

Iss post me bataya gya hain ki kaise kisi bhi network se jio network join kare withought change number.  Iske liye apne number ko port karne ki requirment rahti hain toh aaiye jaante hain kaise jio network join kare tips in hindi.

Airtel, Vodafone, Idea Network Ko Jio 4g Me Kaise Convert Kare

Iske liye apne number ko port karna hoga. Telecom company TRIA ke rules ke anusar koi bhi apne number ko change kiye bina kisi bhi network ko join kar sakta hain.

Step 1.

Sabse pahle apne mobile ke messege box me jakar PORT space apna mobile number jo jio me change karna hain enter kare.
Example - PORT 99999999999
Ab ise 1900 number par send kare.

Step 2.

Messege send ho jane ke kuch time baad ek reply aayega jisme  ek unique code hoga jise apne mobile me save karle ya screen shot lele.

Step 3.

Ab iss code or apne UID card ya kisi bhi identity card and apna photo lekar reliance care par jaaye or wo code batakar jio sim prapt kar sakte hain.

Iss process me aap apna number badle bina reliance jio 4g join kar sakte hain. Or reliance jio dwara diye welcome offer 3 month free unlimited data, voice calling, messeges ka benifit le sakte hain.

Requirment For Jio Sim Withought Changing Number


  1. Sim jise port karna hain.
  2. Unique port number 
  3. 4g handset
  4. Id proop with photo

Agar aapke paas bhi 4g handset hain or reliance 4g jio sim free me kharidne ki soch rahe hain toh yaha click kare Reliance Jio 4G Sim Free Me Kaise Kharide Tricks In Hindi

Ye Post Bhi Jarur Padhe

Create Google Analytics Account full Detail In Hindi

What is Google Webmaster Tools? Add Site Map In Google Search Console

Notepad Ki Help Se Computer Ko Banao WI-Fi Hotspot

Search Engine Optimize Kya Hain Page Ko Perfact Optimize Kare

E Mail Id Password Recover In 2 Simple Steps

Use Robots Txt In Blog And Improve Traffic

Friends "Airtel Vodafone Idea Sim Ko Reliance Jio 4G Sim Me Port  Kaise Kare" ye post apne friends ke sath social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare jisse jyada se jyada logo ko iska benifit mil sake Thankyou.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें