गुरुवार, 10 नवंबर 2016

500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi

500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi


500-2000 ki new note market me aane ke baad har koi jaanna chahta hain ki kaisa hoga 500-2000 ka note, toh aaiye jaante hain iss post ke through jisse aap bhi real and fake note me diffrence ka aasaani se pata kar sake and froud hone se bach sake.

Vaise toh new technology se less 500-2000 ki new note black money ban karne ke aim se print kiye hain jisse in future kabhi bhi koi bhi black money save nahi kar paayega.

Indian gonverment dwara nikale gye note me chip ke alalwa bhi bahut si khasiyato ke baad jaan lete hain aisa kya hain khaas 500-2000 ki note me jo black money ko puri tarah ban kar dega.

Note Exchange Karwane Ja Rahe Toh Pahle Ye Points Jarur Padhe

500 Rupees Note Ke Awesome 12 Features In Hindi



500 rupees Note Ka Frount Side Features


  1. Note ke ek side me light me dekhne par 500 rupees likha hua show hoga.
  2. Yaha par 500 rupees ki ek printed picture dikhayi degi.
  3. Note par devnagri me 500 rupee likha hua hoga.
  4. Note ke bich me Mahatma Gandhi ki picture hogi.
  5. Note ke left side me security line hogi jo note ko fold karne par colour blue se green me change ho jayega.
  6. Note ke left side me paise dene ka promis and indian gonverner urjeet patel ke signature kiye huye honge.
  7. Right side me free space par Mahatma Gandhi ka photo hoga and water mark me 500 digit likha hua hoga.
  8. Note par likhe number ka size small se big serial me hoga, jo note me right ki side and uper ki side likha hua hoga.
  9. Number ke just upar 500 rupees likha hua hoga, jiska colour blue se green me change hota rahega.
  10. Left side me niche ki side Ashoke Seal lagi huyi hogi.

For Blind People : 500 Ki Note Kaise Pata Kare Real Hain

  1. Left side me Ashoke stambh ke just upar ek black colour ka circle ubhra hua hoga jis par 500 rupee likha hua hoga, jise touch karke pata kar sakte hain.
  2. Note ke left and right side me five line hogi jise bhi touch karne se 500 note ke real hone ka pata chal jaayega.
  3. 500 rupees ka note 63 ml length and 150 ml long hoga, 500 rupees ke note ka colour stone gray hoga, and note E inset latter ke sath hoga.

500 Note Ki Niche Ki Side Ke Features


  1. Left side me me printing year likha hua hoga.
  2. Shavach Bharat ka logo and Mahatma Gandhi ji ka shashmah and slogan print kiya hua hoga.
  3. Bahut saari language me 500 rupees likhe jaane ka painal center me thoda left ki taraf hoga.
  4. Note ke piche ki side delhi ka red fort ki picture hogi.
  5. Right side me upar ki taraf devnagri me 500 rupee likha hua hoga.
Ye Post Bhi Jarur Padhe -


BitCoin Kya Hota Hain Bitcoin Ka Use Kaise Karte Hain Full Details In Hindi

Friends "500 Rupees Ki New Note Ke Best Features In Hindi" ye post apne friends ke sath social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare Thankyou.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें