बुधवार, 9 नवंबर 2016

2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi

2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi


Indian Central government ne 9 november 2016 se 500 and 1000 ke old currency ko ban karne ki baat kahte hi pure India me halchal mach gyi hain ki ab purane note ka kya kare. Or sath hi yah bhi problem aa rahi hain ki new notes ke chakkar me kahi froud na ho jaaye.

Issiliye iss post me ham batayenge ki pink colour ke 2000 and 500 rupees ke new notes ke kya kya features honge jise aap aasani se pata kar sakte ki note real hain ya fake.

2000 Rupees Ki New Note Ke Top 20 Features In Hindi

#Features 1.

2000 rupees ka new note ka colour merjenda (Dark Pink) hain. Isme Mahatma Gandhi ke new series wali photo use ki gyi hain.

#Features 2.

New note me kisi bhi tarah ka koi extra word ya letter likha hua nahi hoga bas new governer urjeet patel ke signature kiye honge.

#Features 3.

Note ke back side me iska printing year 2016 print kiya hua hain, and sath hi mangal yaan ki photo lagi huyi hain. Note ke front and back side me devnagri me 2000 likha hua hain.

#Features 4.

Note ke front side me through ragisterd me 2000 rupees likha hua hoga and identification mark ke upar show hone wali picture fool (Flower) ki hogi jo through registerd ke name se jani jati hain. and fool ki jagah iski price likhi huyi hogi jo light me bright hogi.

#Features 5.

Left side me small letter me RBI and two thousand likha hua hoga.

#Features 6.

Security thread me INDIA and RBI and 2000 likha hoga, note ko fold karne par iska colour thread green se blue me change ho jayega.

#Features 7.

Note right side me gurantee close, promise close and governer ke sign honge, isi side RBI ka sign bhi hoga.

#Features 8.

Niche ki taraf simbol ke sath 2000 likha hoga and colour change ink me likha hoga jo green se blue me change hogi.

#Features 9.

Jise eye this se kaam nahi karti ya night me note ko pahchanne ke liye left side me upar se niche ki taraf number pannel hoga. And pannel me number small se big hote jaayenge. sath hi Gandhi ji ki poetrate and Ashok stambh and bleed line and identity mark hoga.

#Features 10.

Right side me ractiangle sign ubhra hua hoga jispar 2000 likha hua hoga and left and right dono side 7 anguler bleed line show hogi.

#Features 11.

Note ke back side me left me swatch bharat abhiyan and right side me mangal yaan ki picture lagi huyi hogi jisse iske real hone ka proop mil jaayega.

#Features 12.

Note me naino GPS chip lagi huyi hain aisi only afwah hain. Aisi kisi bhi baat par yakin naa kare thanks.

Ye Post Bhi Jarur Padhe 

Vodafone Idea Aircel BSNL Airtel Sim Se Emargency Talk Time Loan Kaise Le

Kapil Sharma Biography In HindiBiography

Top 10 SEO Friendly Templates For Blogger And Wordpress Free Download

Team Viewer Ka Use Kaise Kare Free Step By Step Tips In HindiApp

Keyword - SEO Friendly Keyword Kaise Use Kare blog Me

Youtube Full Video Play list Kaise Download Kare Details Latest Tips In Hindi

Friends  "2000 And 500 Rupees Ki New Note Ke Features In Hindi" iss post ko apne friends ke sath social meadia facebook, google plus whats app par jarur share kare Thankyou.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें