शनिवार, 27 अगस्त 2016

Online Income : Bitcoin से घर बैठे पैसा कैसे कमाए | What is Bitcoin and How to invest in Bitcoin ?

Online Income” ya “Part time Home based work/job” ya “earn online money” kon nahi karna chahta. Mai to karna chahta hu aur shayad aap bhi. Aaj ki yah post bahut hi khas hai Qki yah post meri wife ne likhi hai aur pura experience lekar yah post likhi gai hai. Meri wife bhi online earning karti hai to humne socha kyu na online earning ke upar bhi ek post likhi jae. Bahut Sare log internet par search karte rehte hai ki internet se paise kaise kamae. To dosto ab aapko yaha vaha bhatakane ki koi jarurat nhi hai. Aapke liye meri wife ne yah post likhi hai. Friends Meri wife ka name hai
Read More »

गुरुवार, 25 अगस्त 2016

Voter ID : Voter ID List में अपना नाम कैसे चेक करें ? Online Voter ID : How to check Online Voter ID Card ?

list-eci-voter list-voter id card-voter-electoral roll-voter id-election-voter registration-election -ard-voter id card status-vote-voter card-voter id card online-voters list-voter id status-voter id-line-voter card status-voter id online registration-online voter registration-voter list up-voter id search-registration form-online voter id-chief election commissioner-voter search-chief electoral officer
Hello Friends ! Aaj hum janenge ki "How to check online voter ID Card" or "How to check Online Voter ID Card List". Ji haan Kya aap jante hai ki hum Internet ki help se Bharat Nirvachan Aayog ki website par dekh sakte hai ki humara name Voter List me hai ya nhi. Yah bahut hi aasaan tarika hai. Aaj mai aapko 2 tarike bataunga jinki madad se aap sikhenge ki hum online voter list me apna name kaise check kar sakte hai. Iske alawa kisi bhi City ya gaav ke voters ki list hum online dekh sakte hai.Duniya ke kisi bhi kone me baithkar aap voter list me apna name check kar sakte hai. Dosto kai bar kya hota hai ki election ke time elections se pahle humare ghar par humare name ki ek slip aati hai jisme humara name, Voting center etc ke bare me jankari di hui hoti hai, Voting ke time hume us slip ko sath me le jana hota hai. Lekin
Read More »

मंगलवार, 9 अगस्त 2016

Use Mobile As Wireless Speaker : अपने मोबाइल को लैपटॉप का स्पीकर कैसे बनाएं | जादुई ट्रिक जरुर पढ़ें

laptop-speakers-mini-speaker-wireless-speakers-magic-tricks
Hello Friends ! How are you ? Today is very special Day for me. Dosto kya aap jante hai ki aap apne Android mobile ko apne laptop ke liye "as a speaker" me use me le sakte hai. Ji ha wifi ka use karke aap apne Android smart phone ko as speaker bhi use kar sakte hai. Aaj hum isi bare me discuss karenge. Lekin usse pahle hum bat karenge ki maine aaj ke din ko special day kyu bola hai. Pahli bat to yah ki mai pichhle 6 months se is blog par continue posts likh rha hu jo ki aap logo ko bahut pasand aa rhi hai aur aapke Questions/comments bhi mujhe regular mil rhe hai aur mai regular
aapke Questions ka jawab de bhi rha hu. Achha laga mujhe kyuki itne kam time me aap logo ka itna pyar mila. Aur within only 6 months aapke is best hindi blog ko 1,00,000 (1 lac) se bhi jyada visitors mile. Aaj ka din isliye special hai ki aaj mai is blog ki
Read More »

शनिवार, 23 जुलाई 2016

क्या आप भी एक ही मोबाइल में 2 व्हाट्सएप्प 2 फेसबुक आई. डी. चलाना चाहते है......





अब आप एक ही मोबाइल में 2 व्हाट्सएप्प 2 फेसबुक आई. डी. और भी बहुत कुछ आसानी से चला सकते है! बस आपको इसके लिए एक अपने मोबाइल के प्ले स्टोर से एक छोटी सी एप्लीकेशन डाउनलोड करनी होगी जिसका नाम है.... Parallel Space-Multi Accounts.........



इस एप्लिकेशन को डाउनलोड करने के लिए आप अपने फ़ोन के प्ले स्टोर में जाइये और Parallet Space-Multi Accounts सर्च कीजिये आपको यह एप्लीकेशन मिल जाएगी अब आप इसको

शुक्रवार, 8 जुलाई 2016

Online money : How to earn money online from Internet in english? घर बैठे Google या Internet से पैसे कैसे कमाएं in Hindi ?

Hello Friends ! Today I am going to tell you about Online earning from Google. You can read this post is two languages that are Hindi & English.

हेल्लो Friends ! आज मैं आपको Google के द्वारा घर बैठे Online Paisa कमाने के बारे में कुछ जानकारी देने जा रहा हु. हुममें से कई लोग नही जानते है कि हम घर बैठे इन्टरनेट के द्वारा google से पैसा भी कमा सकते है. Online Paisa कमाने का Platform भी google ही हमें Provide करता है |

As we know today we spent more time on Internet only. But just think about that with net surfing if Google gives money to us. Yes ! its true I'll tell you how is it possible. I'll show you the proof for it also.
Read More »

सोमवार, 27 जून 2016

How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi

How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi


Hello Dosto mujhe whatsapp ya email par bahut se messages aate hai ki sir mai apna bnaya hua app google playstore par kaise upload karu mai unse bol deta tha ki bus kuch din me mai is par ek post likhne wala hu to ab intjar khatam hua yaha par mai aapko ye batana wala hu ki hum apna bnaya hua app playstore par kaise upload kare dosto maine se post apne blog par dale hai lekin aaj mai aapko kuch naya sikhane wala hu jiski madad se aap apna khud ka bnaya hua app google playstore par upload kar sakte hai to agar aap apna bnaya hua apps ko google playstore par upload karna chahte hai to mere steps ko follow kare How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi


upload-apps-in-playstore

sabse pehle mai aapko ye bata du ki playstore par apna bnaya hua app publish karne ke liye aapko paise pay karne padenge iske liye aapko kam se kam $25 lagega tabhi aap apna bnaya hua app playstore par upload kar sakte hai to chaliye ab jante hai step by step


How To Upload An Android App To Google Playstore

Step 1: Playstore par apna application ya game upload karne ke liye Google play developer console me login kare isme aapko $25 lagega first time account create karne ke liye


Step 2: Account create karne ke baad aap paise pay karke login kare


Step 3: ab phir aapko Adding a new application par click karna hai

Step 4: uske baad aapke samne ek dialog box open hoga jisme aapko languages aur app ke naam dene hote hai phir initiating apk upload Than


Step 5: iske baad aap upload-your-first-apk-to-production par jana hai uske baad aap apna apk file select kare aur upload kare

Step 6: ab aapke samne successfully ka message aaja yega uske baad aap apna app ka description dal de jo playstore me show hoga

Step 7: aap chahe to screenshot bhi upload kar sakte hai iske baad screenshot upload karne ka option aajayega aap screenshot jarur dale uske baad phir icon dalne ko puchega icon dalde phir uske full details fill karde


Step 8: uske baad aap pricing and distribution par click karke paid ya free de sakte hai

iska matlab ye ki aap apna app free me kisi ko dena chahte hai ya usko paid app bnana chahte hai uske baad save buttom par click karde distribution country

ab last me publishing your app par click karde aapka app kuch hours me playstore par publish hoja yega

Read more:

Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare

Number use kiye bina whatsapp kaise chalaye

Pc Me Shareit Kaise Download Kare

To dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur jaha samajh nahi aaya ho aap hame puch sakte hai yaha se mera page bhi like kare

शुक्रवार, 17 जून 2016

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye


Dosto Aaj Yaha mai aapko 2 android apps ke bare me batane wala hu jiski madad se aap badiya paise kama sakte hai mobile me free talktime bhi recharge kar sakte hai Dosto mai apne is blog pe paise kamane ke bahut sare tips and tricks dale hai aur aaj bhi mai yaha par mobile me talktime kamane ke bare me batane wala hu Dosto jaha tak mai janta hu aap in dono apps ko use kiya hoga aur aaj playstore par bahut sare free talktime dene wale apps hai lekin usme aapko muskil ye hoga ki inme se best kon hai to mai aapki problem yaha par solve kar dunga aur yaha par ye bhi batane wala hu ki jiski madad se aap jyada se jyada mobile se free talktime earn kar sakte hai


Dosto jin apps ke bare me batane wala hu unka naam sunker sayad aap is app ko use naa kare lekin mai aapko ye batana chahta hu ki in dono apps me pehle se bahut jyada talktime mil raha hai aur bahut simple bhi hai is liye aap mere dwara diye gaye is app ko jarur use kare aur comment me apna jawab jarur de ki ye kaisa tha to chaliye dosto jante hai mobile se free talktime kaise paye apps install karke

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye


mai yaha par un 2 apss ka naam bata deta hu jo mera fevrout app hai jisse mai kafi talktime earn kar chuka hai sayad aap is app ka naam jarur sune honge aur use bhi kiye honge lekin is apps me pehle se jyada talktime mil rahe hai aap jarur use kare


2> Earn Talktime

 Mai yaha par is app se jyada paise kamane ka secret batane wala hu jisse aapko jayada se jyada kamae ho sake to chaliye dosto jante hai in dono apps ke bare me aur jyada talktime earn karne ke bare me


Mobile Me Talktime Kaise Kamaye Apps Download Karke


Step 1: sabse pehle Aapko mere dwara diya gaye link se mcent Download kare Phir isse Aap Apne mobile me install kare



Step 2: Uske baad jab download ho jaye to aap isse apne mobile me install karke open kare


Step 3: Phir Ab Aapko Sign Up Par click karke Apne New mobile no. se mcent me ragister kare


Step 4: uske baad is tricks ki madad se jyada paise kamane ke liye koi bhi ek apps ko mcent se download kare aur jab tak uska talktime naa mile tab tak wait kare

Note: app download karne ke baad agar usme aapko sign up ya login karne ko bola jaye to aap usse karle nahi to talktime nahi milega

Step 5: Aur jab aapko us app ka talktime mil jaye to ye tricks aap par kaam karega isse use jarur kare


mere andaz se isme aapko kaise use kiya jata hai ye to pata hi hoga mai jo bata raha se wo aap carefully try kare


1: sabse pehle aap apne refferal link ko copy karle phir uske baad mcent ko uninstall karle phir us link ko chrome browser me paste karke search kare aap direct playstore me chale jayege uske baad phir new mcent app download kare uske baad phir ek new number se ragister kare phir ek apps ko download kare aur jab tak paise naam mil jaye tab tak wait kare jab paise mil jaye to aap log out ho jaye phir jaha se aap refferal link copy kiye the us number ko open kare aapko wha par rs. 20 ka talktime mil gaya hoga

Earn Talktime se jyada se jyada talk time kaise earn kare


Dosto ab aap to ye jaan gaye honge ki mcent se jyada se jyada talktime kaise kamaye ab mai aapko ye bata deta hu ki talk time app ki madad se bhi jyada paise kamaya jaa sakta hai iske liye aap mere dwara diye gaye step ko follow kare aur dosto kya aapko pata hai ki earn talktime app se free me whatsapp aur facebook bhi use kar sakte hai hairan hone ki baat nahi hai ye such hai iske liye aap mera ye post read kare : 

Step 1: Dosto mai aapko bata du ki earn talk time me jyada se jyada paise kaise earn kare isme aapko kya kya karna hai to sabse pehle aap yaha se talktime app download kare


Step 2:

uske baad aap ise apne mobile me install karle phir new No. se earn talktime me ragister kare


Step 2: Uske baad earn talktime app open ho jayega isme aapko bas ek koi bhi application download karna hai tabhi aap earn talktime me jyada se jyada paise kama sakte hai jab 1 app download ho jaye tab aap usse apne mobile me install karle aur jab uska creadit mil jaye tab aapko bahut jyada paise dene wale offers aane lagege

Dosto agar aap earn talktime app ki madad se free whatsapp aur facebook use karna chahte hai to aap ye post jarur read kare


YE BHI PADHIYE:







to Dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur batana aur mera page yaha se like jarur kare agar post atcha laga ho to Like Kare