Hello Friends ! Aaj hum janenge ki "How to check online voter ID Card" or "How to check Online Voter ID Card List". Ji haan Kya aap jante hai ki hum Internet ki help se Bharat Nirvachan Aayog ki website par dekh sakte hai ki humara name Voter List me hai ya nhi. Yah bahut hi aasaan tarika hai. Aaj mai aapko 2 tarike bataunga jinki madad se aap sikhenge ki hum online voter list me apna name kaise check kar sakte hai. Iske alawa kisi bhi City ya gaav ke voters ki list hum online dekh sakte hai.Duniya ke kisi bhi kone me baithkar aap voter list me apna name check kar sakte hai. Dosto kai bar kya hota hai ki election ke time elections se pahle humare ghar par humare name ki ek slip aati hai jisme humara name, Voting center etc ke bare me jankari di hui hoti hai, Voting ke time hume us slip ko sath me le jana hota hai. Lekin
Read More »
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें