Friends Is post me main aapko bataunga ki Instagram kya hain. or instagram ka use kaise karte hain. iske baare me puri details hindi me. Aapne facebook, google+, twitter ke baare me toh suna hi hoga.
Instagram ek social sites hain jiska use duniya bhar me hota hain.
Instagram me ham apne photos ko duniya bhar me apne friends ke sath social sites Instagram par share karte hain.
Tv Par Aana chahte hain...?? click here
What Is Instagram
Instagram play store ki ek app hain. jiska use pure world ke people apni photos or videos ko share karne ke liye karte hain. iske through har koi apne photos or videos ko share kar aasaani se famous ho sakta hain. Famous hone ke liye click kare
Isme logo ko follow karna hain. or jise aapki profile achchhi lagegi wo aapko follow karega.
Iske alawa instagram ka use computer me bhi kar sakte hain. iske liye aapko instagram ki website open karni padegi. Instagram ki website par jaane ke liye yaha click kare.
Instagram App Free Me kaha Se Download Kare
Instagram ki app ko Android ke play store me jaakar download kar sakte hain. iske alawa duri bhi bahut saari website hain jahan se Instagram ki app ko free me download kar sakte hain.
Play store se download karne ke liye play store open kare usme Instagram likh kar search kare or app par click kare. Instagram app aapke mobile, I-pad me download ho jaayegi.
Play store se instagram app download kare. Download Instagram App
Instagram Ka Use Kaise Kare
Step 1.
App open kare. or sign in kare. iske liye sign in par click kare. apni information add kare or creat account par click kare.
Agar pahle se account bana hua hain toh log in par click karke Instagram app me login par click kare.
Step 2.
Login hone ke baad aapke saamne 5 option show ho rahe hain.
- Yaha click karke aap apni information ko edit kar sakte hain.or aapne ab tak kaun-kaun si photos, images upload kiye hain wo dekh sakte hain., Iske alawa aapke friends ke through aapko send kiye gye photos bhi dekh sakte hain. Yaha se apni Dp display picture bhi upload kar sakte hain.
- Is option me aapne kis-kis ko follow kiya hain, ya kis-kis ne aapko follow kiya hain un sabhi follower ki list dekh sakte hain.
- Is option me I-pad, mobile, computer se photos, videos upload karne ke liye is option ka use karte hain.
- Yaha click karke apne friends jo already instagram use kar rahe hain unhe find kar unse contact karne ke liye use karte hain.
- Ye options aapko apne friends ke through uploaded photos, videos ko show karta hain. aapke followers ne jo picture upload ki hain wo yaha show hogi.
Ye Bhi Jarur Padhe
Google Me Index Post Ka Pata Lagahiye 1 Click Me 2016
Aadhar Card Kaise Download Kare Hindi Me 2016
Google Analytics Tracking Id Ko Blog Se Kaise Link kare 2016
Google Analytics Account Delete Kaise Kare 2016
Create Google Analytics Account full Detail In Hindi
What is Google Webmaster Tools? Add Site Map In Google Search Console