Social Media लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Social Media लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 7 अक्टूबर 2016

Facebook Ka Use Kare Aasaani Se Short Cut Key Ki Help Se

 Facebook Ka Use Kare Aasaani Se Short Cut Key Ki Help Se

Friends facebook ko toh aap sabhi jaante hain ki ye ek social sites hain. duniya bhar me facebook bahut hi famous social sites hain. har koi facebook ka use karta hain. lekin kya aapko pata hain windows, android etc ki tarah facebook ki bhi short cut key hoti hain jiski help se aap bhi facebook ko aasaani se or bahut hi fast use kar sakte hain.

What Is facebook Short Cut Key


Friends short cut key means apne keyboard mese wo button jisse enter karne se direct hi koi function open ho jata hain vahi short-cut key hain.

Yaha di gyi facebook short cut key  only web browser google Chrome, mozula firefox, and internet explorer user ke liye hi hain. short cut key use karne ke baad page open nahi ho toh short cut key ke
baad enter ka button bhi press kare.

1  Facebook Timeline Par Jane Ke Liye

Google Chrome     -     Alt+2
Mozula firefox      -     Shift+Alt+2
Internet Explorer    -      Alt+2

2. Friend List Open Karne Ke Liye

Google Chrome     -    Alt+3
Mozula firefox      -   Shift+Alt+3
Internet Explorer    -     Alt+3

3. Message Inbox me Jaane ke Liye

Google Chrome     -    Alt+4
Mozula firefox      -      Shift+Alt+4
Internet Explorer     -      Alt+4

4. Notification show karne ke liye

Google Chrome     -  Alt+5
Mozula firefox      -         Shift+Alt+5
Internet Explorer    -   Alt+5

5.Account setting Open Karne ke liye

Google Chrome     -     Alt+6
Mozula firefox      -       Shift+Alt+6
Internet Explorer    -       Alt+6

6. Privacy setting open karne ke liye

Google Chrome     -     Alt+7
Mozula firefox      -        Shift+Alt+7
Internet Explorer    -    Alt+7

7. About page ke liye

Google Chrome     -      Alt+8
Mozula firefox      -       Shift+Alt+8
Internet Explorer    -      Alt+8

8. News Feed Me Page Upar niche Scroll Ke liye

Google Chrome     -    J K
Mozula firefox      -     J K
Internet Explorer    -     J K

9. Photo Like Karne ke liye

sabse pahle jo photo, story, status like karna hain use opan kare.
Google Chrome     -   L direct press kare
Mozula firefox      -   L    direct press kare
Internet Explorer    -   L       direct press kare

Ye Bhi Jarur Padhe -

Facebook Fan Page Kaise Banaye Full Details In Hindi 2016

Facebook Fan Page Par Like Kaise Badhaye Tips in Hindi

Facebook Ka Use Kare Aasaani Se Short Cut Key Ki Help Se

Add Facebook Like Popup Widget And Pramote Blog

Facebook Page Like Widget Ko Blog Se Kaise Link Kare 2016

Friends Facebook Ka Use Kare Aasaani Se Short Cut Key Ki Help Se aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.

शुक्रवार, 30 सितंबर 2016

Instagram App Kya Hain Instagram Social Networking Site Ka Use Kaise Kare

Instagram Kya Hain Kaise Use Kare Instagram App


Friends Is post me main aapko bataunga ki Instagram kya hain. or instagram ka use kaise karte hain. iske baare me puri details hindi me. Aapne facebook, google+, twitter ke baare me toh suna hi hoga.
Instagram ek social sites hain jiska use duniya bhar me hota hain.

Instagram me ham apne photos ko duniya bhar me apne friends ke sath social sites Instagram par share karte hain.

Tv Par Aana chahte hain...?? click here

What Is Instagram 


Instagram play store ki ek app hain. jiska use pure world ke people apni photos or videos ko share karne ke liye karte hain. iske through har koi apne photos or videos ko share kar aasaani se famous ho sakta hain. Famous hone ke liye click kare

Isme logo ko follow karna hain. or jise aapki profile achchhi lagegi wo aapko follow karega.
Iske alawa instagram ka use computer me bhi kar sakte hain. iske liye aapko instagram ki website open karni padegi. Instagram ki website par jaane ke liye yaha click kare.

Instagram App Free Me kaha Se Download Kare


Instagram ki app ko Android ke play store me jaakar download kar sakte hain. iske alawa duri bhi bahut saari website hain jahan se Instagram ki app ko free me download kar sakte hain.






Play store se download karne ke liye play store open kare usme Instagram likh kar search kare or app par click kare. Instagram app aapke mobile, I-pad me download ho jaayegi.

Play store se instagram app download kare. Download Instagram App

Instagram Kya Hain Kaise Use Kare Instagram App

Instagram Ka Use Kaise Kare

Step 1.


App open kare. or sign in kare. iske liye sign in par click kare. apni information add kare or creat account par click kare.

Agar pahle se account bana hua hain toh log in par click karke Instagram app me login par click kare.



Step 2.

Instagram Kya Hain Kaise Use Kare Instagram App





Login hone ke baad aapke saamne 5 option show ho rahe hain.
  1. Yaha click karke aap apni information ko edit kar sakte hain.or aapne ab tak kaun-kaun si photos, images upload kiye hain wo dekh sakte hain., Iske alawa aapke friends ke through aapko send kiye gye photos bhi dekh sakte hain. Yaha se apni Dp display picture bhi upload kar sakte hain.
  2. Is option me aapne kis-kis ko follow kiya hain, ya kis-kis ne aapko follow kiya hain un sabhi follower ki list dekh sakte hain.
  3. Is option me I-pad, mobile, computer se photos, videos upload karne ke liye is option ka use karte hain.
  4. Yaha click karke apne friends jo already instagram use kar rahe hain unhe find kar unse contact karne ke liye use karte hain.
  5. Ye options aapko apne friends ke through uploaded photos, videos ko show karta hain. aapke followers ne jo picture upload ki hain wo yaha show hogi.

Ye Bhi Jarur Padhe 

Google Me Index Post Ka Pata Lagahiye 1 Click Me 2016

Aadhar Card Kaise Download Kare Hindi Me 2016

Google Analytics Tracking Id Ko Blog Se Kaise Link kare 2016

Google Analytics Account Delete Kaise Kare 2016

Create Google Analytics Account full Detail In Hindi

What is Google Webmaster Tools? Add Site Map In Google Search Console

Friends Instagram Kya Hain Kaise Use Kare Instagram App aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par bhi jarur share kare Thankyou.

Whats App Media Ko Gallery Se Hidden Karne Ka Aasaan Tarika

                         Whats App Media Ko Gallery Se Hidden Karne Ka Aasaan Tarika

Friends Is post me Whats App ke media Images, Videos ko gallery se hidden kaise kare uske baare me hindi me full details hain. Aaj ke time me har koi whats app app use karta hain, or har roj photos, videos share karte hain. lekin kuch personal photo jise aap gallery me show nahi karwana chahte hain. uske liye ye article very helpful hain.








Friends Gallery se photos, videos Hidden karne ke liye aap play store ki app smart gallery ka bhi use kar sakte hain. App download karne ke liye yaha click kare Download

Whats App Videos Gallery Se Hidden Kaise Kare


Friends yaha kuch bahut hi simple steps hain. jinhe follow kare whats app media ko hidden karne ke liye.

Step 1.


Whats App Media Ko Gallery Se Hidden Karne Ka Aasaan Tarika


  1. Sabse pahle apne android ke file manager [Jaha memory card ke folder show hote hain]
  2. Ab whats app ka folder search karke open kare.



Step 2.


Whats App Media Ko Gallery Se Hidden Karne Ka Aasaan Tarika


Creat Youtube Channel And Earn Money
  1. Media folder ko open kare.
  2. Yaha videos ya photos mese jise hidden karna hain. us folder ko open kare.
  3. Ab yaha new folder creat kare or uska name .nomedia likhkar save kare.

Aapke is folder me saved sabhi photos or videos gallery me show nahi honge.
Fir se videos or photos gallery me show karwane ke liye .Nomedia name ka folder delete kar de. Automatically show ho jaayenge.

Ye Bhi Jarur Padhe 

Best Tips Typing Speed Improve Kare Is Tool Ki Help Se

Paytm Wallet Se Mobile Recharge Shoping Cashback And Earn Kaise Kare


Apne Photo Ko Banahiye Screen Sevar In Hindi

Facebook Ka Use Kare Aasaani Se Short Cut Key Ki Help Se

Latest Tips For Download Android Apk From Google Play Store In Hindi

Best Hindi Tips For Create Fake Chat On Whats App {Whats App Security}

Whats App Media Ko Gallery Se Hidden Karne Ka Aasaan Tarika aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye or ise apne friends ke sath social sites facebook, google+ par jarur share kare Thankyou.