“Online Income” ya “Part time Home based work/job” ya “earn online money” kon nahi karna chahta. Mai to karna chahta hu aur shayad aap bhi. Aaj ki yah post bahut hi khas hai Qki yah post meri wife ne likhi hai aur pura experience lekar yah post likhi gai hai. Meri wife bhi online earning karti hai to humne socha kyu na online earning ke upar bhi ek post likhi jae. Bahut Sare log internet par search karte rehte hai ki internet se paise kaise kamae. To dosto ab aapko yaha vaha bhatakane ki koi jarurat nhi hai. Aapke liye meri wife ne yah post likhi hai. Friends Meri wife ka name hai
शनिवार, 27 अगस्त 2016
गुरुवार, 25 अगस्त 2016
Voter ID : Voter ID List में अपना नाम कैसे चेक करें ? Online Voter ID : How to check Online Voter ID Card ?
Hello Friends ! Aaj hum janenge ki "How to check online voter ID Card" or "How to check Online Voter ID Card List". Ji haan Kya aap jante hai ki hum Internet ki help se Bharat Nirvachan Aayog ki website par dekh sakte hai ki humara name Voter List me hai ya nhi. Yah bahut hi aasaan tarika hai. Aaj mai aapko 2 tarike bataunga jinki madad se aap sikhenge ki hum online voter list me apna name kaise check kar sakte hai. Iske alawa kisi bhi City ya gaav ke voters ki list hum online dekh sakte hai.Duniya ke kisi bhi kone me baithkar aap voter list me apna name check kar sakte hai. Dosto kai bar kya hota hai ki election ke time elections se pahle humare ghar par humare name ki ek slip aati hai jisme humara name, Voting center etc ke bare me jankari di hui hoti hai, Voting ke time hume us slip ko sath me le jana hota hai. Lekin
Read More »
मंगलवार, 9 अगस्त 2016
Use Mobile As Wireless Speaker : अपने मोबाइल को लैपटॉप का स्पीकर कैसे बनाएं | जादुई ट्रिक जरुर पढ़ें
Hello Friends ! How are you ? Today is very special Day for me. Dosto kya aap jante hai ki aap apne Android mobile ko apne laptop ke liye "as a speaker" me use me le sakte hai. Ji ha wifi ka use karke aap apne Android smart phone ko as speaker bhi use kar sakte hai. Aaj hum isi bare me discuss karenge. Lekin usse pahle hum bat karenge ki maine aaj ke din ko special day kyu bola hai. Pahli bat to yah ki mai pichhle 6 months se is blog par continue posts likh rha hu jo ki aap logo ko bahut pasand aa rhi hai aur aapke Questions/comments bhi mujhe regular mil rhe hai aur mai regular
aapke Questions ka jawab de bhi rha hu. Achha laga mujhe kyuki itne kam time me aap logo ka itna pyar mila. Aur within only 6 months aapke is best hindi blog ko 1,00,000 (1 lac) se bhi jyada visitors mile. Aaj ka din isliye special hai ki aaj mai is blog ki
Read More »
aapke Questions ka jawab de bhi rha hu. Achha laga mujhe kyuki itne kam time me aap logo ka itna pyar mila. Aur within only 6 months aapke is best hindi blog ko 1,00,000 (1 lac) se bhi jyada visitors mile. Aaj ka din isliye special hai ki aaj mai is blog ki
सदस्यता लें
संदेश (Atom)