गुरुवार, 12 मई 2016

Whatsapp Latest Top 5 Tricks 2016 In Hindi

Whatsapp Latest Tricks 2016 In Hindi


Hello dosto aaj mai aapko Whatsapp ki kuch tips and tricks batane wala hu jiski madad se aap Whatsapp ko bahut aasani se use kar sakte ho aap logo ye to pata hi hoga ki whatsapp world ka popular social messaging app hai jisko croro million people use karte hai to dosto mai aapko whatsapp ki kuch latest tricks bataunga agar aapko whatsapp ki tricks ki jankari pana chahte hai to aap mere post ko dhyan se read kare


dosto mai soch raha ki kaha se start karu bahut si tricks hai but mai in sare tricks ki jankari mai aapko badi aasani se hi bataunga bas aap mujhe follow kare

whatsapp-leatest-tricks



Tricks 1:

Whatsapp par kisi bhi file ko kaise send kare Exe: zip .exe .Apk . Pdf .rar

Dosto aapne dekha hoga ki agar hum jab kisi image ma3 ya video ko kisi friend ke pass send karte hai to chala jata hai lekin jab kisi aur file ya document ko send karte hai to wo nahi jata hai lekin aaj mai aapko kuch aisa tricks bataunga ki jiski madad se aap ye sab file aasani se send kar sakte hai


Step 1: Sabse pehle aapko Dropbox playstore se download karna hoga Download kare Yaha se

Uske Bad aap apne mobile me install karke open kare open karte hi aapke samne ek file upload karne ka option aayega  aap us file ko select kare jisko aap send karna chahte hai uske baad jab aapka file usme upload ho jayega tab aapko share ka option mil jayega aap whatsapp par kisi ke pass bhi send kar sakte hai uske bad wo aapke friend ke pass ek link banker chala jayega jab wo us link par click karega tab wo use download ho jayega


Tricks 2:

Whatsapp Open Kare Bina Messages Kaise Read Kare

Hello dosto jab aapka koi friend ya koi aur aapke pass koi message send karta hai to aap us message ko open karke read karte hai jisse aapko us message ki read karne ki information aapke friend ko mil jati hai wo jan jata hai ki aapne us message ko read kar liya hai double dark aqua clour ka mark aajata hai lekin ye tricks sirf unke liye hai jo unko pata chale bina unks message read karna chahte hai chaliye jante hai ye kaise hota hai

Sabse pehle aapko SSS Whatsapp download karna hoga aap yaha se download kare

uske baad aap ise open kare Enable Accessibility par click karke next me aapko shh whatsapp incognito par click karde uske bad aapko back buttom press karna hai uske bad Ok Par press kare ab aapko jab bhi whatsapp par new message aayega aap usko yaha se read kar sakte hai bina apne friend ko online dikhte hue

Tricks 3:

Aapne Photo Ko Whatsapp Par Bina Crop Kiye Kaise Set Kare

Dosto aapne ye dekha hoga ki jab bhi aap apna Dp set karte hai tab aapke samne crop ka option aajata hai jisse aapka full image nahi set ho pata hai lekin is tricks ki madad se aap full iamge ko apna dp set kar sakte hai

Sabse pehle Aap Square Droid Yaha Se Download Kare uske bad install karke open kare 

Uske bad aapko Pick a Photo par click karke apna image select kare uske bad aapko right corner me save ka option dikhae dega aap us image ko save karle uske bad aap us image ko whatsapp par set kar sakte hai bina crop kiye


Tricks 4:

Whatsapp Par Kisi Ke Pass Fast Message Reply Kaise karte Hai

hello dosto agar aap apne friend ke pass fast message reply send karna chahte hai to aapko Pop Up Notification on karna hoga jisse aapke pas koi bhi message aane par aapke mobile me uper aapko reply ka option milega aap usko reply se sakte hai chaliye jante hai kaise kare

sabse pehle aapko setting me jaker Notfication par click kare phir aap always show pop up par click kare ya aap apne anusar koi bhi option select kar sakte hai


Tricks 5:

Whatsapp par delete ho gaye message ko kaise dobara read kare

Whatsapp par agar aapka sms koi bhi delet ho gaya hai to aap use dobara read kar sakte hai chaliye jante hai kaise

whatsapp par jab koi bhi message delet ho jata hai to uska backup bana leta hai apne memory card me aur wo 1 week tak backup bnata hai isko read karne ke liye aapko

Apne memory card me jaker whatsapp folder ko open kare phir database phir msgstore.db.crypt file aapko dikhe dega ye sirf 1 hi din ka backup hota hai jo aaj aapne chat kiye pure one week message ko read karne ke liye msgstore-yyyy.dd.db isko aap read kare dhyan rahe aapko ise read karne ke liye text editor app ko download karna padega


Hello Dosto ye post appko jarur pasand aaya hoga aur aap is post ko apne dosto ke pass share karke mera bhi help kar sakte hai agar aapko kuch samajh nahi aaraha hai to aap hame comment ke madhyam se puch sakte hai aap mere site ke facebook page jarur like kare thanks

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें