Kya aapko pata hai Whats App , Facebook ya fir or koi bhi Software/Website ya App mein jab bhi koi new feature add kiya jata hai, to sabse pahle iski testing ki jati hai. To aaj hum yha bat karenge Whats App ke bare me. Whats App mein jab bhi koi new feature add kiya jata hai to iske pahle iski testing ki jati hai aur testing me success hone ke baad hi ise launch kiya jata hai. Kuchh logo ka ek group hota hai, yah group Whats App me new features ko use karta hai aur test karta hai. Yadi isme koi problem ya error aati hai to ise Whats App ki team ko send kiya jata hai. Aur Whats App ki team dwara ise fir se solve kiya jata hai. Aur fir se testing
Read More »
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें