बुधवार, 27 अप्रैल 2016

Copy Text From Image : किसी भी Image से Text को Copy कैसे करें

kisi-photo-ya-image-me-likha-hua-text-kaise-copy-kare
How to Copy text from Image. kya aap jante hai ki kisi bhi Image ya photo me likha hua text hum easily copy kar sakte hai. Ji haan bilkul sahi bat hai ki aap kisi bhi Image text ko copy kar kahi bhi paste kar sakte hai. Yah post carefully padhne ke baad aap easily kisi bhi Image me likha hua Text copy kar paenge. Aur yadi aapko meri yah post achhi lage to please apna opinion comment box me share jarur kijiyega. Bahuut kam log jante hai ki hum kisi Image ke text ko copy kaise kar sakte hai. Dosto mujhe aap logo ke
Read More »

बुधवार, 20 अप्रैल 2016

Cacel or Delete Sent Request:अपने द्वारा भेजी गई सभी Facebook Friend Requests को एक साथ Cancel या Delete कैसे करें

facebook-friend-request-cancel-notification
Apne dwara send ki gai sabhi facebook friend request ko ek sath cancel kaise kare. Is post ko pura padhne ke bad aapko is Question ka Answer easily mil jaega. Isliye meri aapse guzarish hai ki aap is post ko ek dum dhyan se padhein. Kai bar kya hota hai ki hum apne facebook account se had se jyada friend requests send kar dete hai. Jarurat se jyada friend requests send kar dene ki vajah se kai bar facebook hume block bhi kar deta hai. To aaj hum is trick me sikhenge ki hum apne dwara send ki gai sabhi facebook friend requests ko kaise dekhe aur ek sath sabhi ko cancel ya delete kaise
Read More »

रविवार, 10 अप्रैल 2016

Instant Messaging : Whats App में कौन कौन से नए Features आने वाले है ,जानें | Whats App Team का Member कैसे बनें ?

Get-Whats App-New-Features-Updates
Kya aapko pata hai Whats App , Facebook ya fir or koi bhi Software/Website ya App mein jab bhi koi new feature add kiya jata hai, to sabse pahle iski testing ki jati hai. To aaj hum yha bat karenge Whats App ke bare me. Whats App mein jab bhi koi new feature add kiya jata hai to iske pahle iski testing ki jati hai aur testing me success hone ke baad hi ise launch kiya jata hai. Kuchh logo ka ek group hota hai, yah group Whats App me new features ko use karta hai aur test karta hai. Yadi isme koi problem ya error aati hai to ise Whats App ki team ko send kiya jata hai. Aur Whats App ki team dwara ise fir se solve kiya jata hai. Aur fir se testing
Read More »

Instant Messaging: नए Whats App में क्या है नया ? जरुर पढ़ें यह पोस्ट | New Features in Latest Whats App version.

new-whats app-New-features-in-whats-app-latest-whats app-version
Hello Friends ! Aaj hum Whats App ke bare me kuchh aisi baate janege jo ki aapko shayad hi pata ho. Yadi aap Whats App ki yah post padh rhe hai to mai aapse yah bat kehna chahunga ki yah post puri padhein bich me na chhore. Mera maanna hai ki aap is post se jarur kuchh na kuchh sikhenge.  Vaise to aaj ke is time me har dusre aadmi ke mobile me Whats App Installed hota hai. Aur number of whats app users din par din badhte hi ja rhe hai. Aaj Whats App  duniya ki sabse jyada use hone wali instant messaging App ban chuki hai. Vaise to Whats App aur Facebook ki takkar me to abhi tk to koi dur dur tak dikhai nhi de rha hai. Qki Jaisa ki aapko pata hai Facebook ne Whats App  ko
Read More »

बुधवार, 6 अप्रैल 2016

Top Post on USSD Code : Mobile में लगी SIM का Number कैसे जानें ?

How-to-know-mobile-number-or-sim-card-number-by-USSD-code
Hello Friends ! Aaj is post me hum janenge How to know mobile number by using USSD Code. Ji haan ! kai bar hamare sath aisa hota hai ki jab hum kabhi koi new SIM purchase karte hai to hum easily us SIM ka number new hone ke kaaran yaad nahi rakh pate hai. Ya to hume us number ko further use ke liye apne mobile me save rakhna padta hai ya fir hum use kahi note kar lete hai. Lekin yah puri post padhne ke baad aapko apna mobile number kahii bhi likhne ki jarurat nahi padegi. Aap apne hi mobile me USSD code ki help se apna mobile number jaan sakte hai.
Read More »